​🤦‍♂️ Life में Drama बहुत है, इसलिए Comedy करता हूँ।
😴 दिन में सोता हूँ, रात में Jokes बनाता हूँ।
💡 A Certified Idiot With A Camera.

contact:
mintupal0000@gmail.com



Abhi comedian90

Doston, aaj meri khushi ka thikana nahi hai! 😭❤️
Finally, YouTube se meri pehli kamayi ($271.71) mere haath mein hai. Ye sirf paisa nahi, aap sabka pyaar aur meri din-raat ki mehnat ka natija hai. Jab maine shuru kiya tha, tab kisi ne nahi socha tha ki 'abhi comedian90' yahan tak pahunchega.
​Aaj 1,53,000 subscribers aur ye pehli payment... ye sab aapke bina mumkin nahi tha. Thank you YouTube aur mere pyaare doston! 🙏✨
​Agla mission: Silver Play Button! 🥈
​Pyaar banaye rakhein! ❤️

4 weeks ago | [YT] | 11

Abhi comedian90

Google AdSense pin आ गया.... 🙏 thank you

1 month ago | [YT] | 10

Abhi comedian90

1K subscriber complete thank u 🙏
अपना प्यार और support इसी तरह बनाये रखना

1 year ago | [YT] | 3