Assalamu Alaikum!
Hamare channel [Islamic Trending] par aapka swagat hai.
Is channel ka maqsad Quran aur Sunnat ki sahi malumat ko aam karna hai. Hum koshish karte hain ki hamari videos se aapke Imaan ko taaza rakha jaye.
Is Channel par aapko milega:
📖 Quran Tilawat & Urdu/Hindi Tarjuma
🌙 Pyare Nabi (SAW) ki Sunnatain aur Ahadees
✨ Sahaba-e-Karam (R.A) ke iman-afroz waqiyat
🤲 Har pareshani ke liye Masnoon Duayein
Hamara maqsad firqa-baazi se door sirf sahi deeni ilm failana hai. Sadqa-e-Jariya samajh kar channel ko SUBSCRIBE karein aur videos ko like, share karein.
Allah hum sab ko hidayat de. Ameen!