Welcome to my profile 💓"Kya aap apna agla din productive banana chahte ho? Yeh video aapki soch badal dega! Abhi subscribe karo aur har din ek naya positive step lo."
Guys, kal bahut tej aandhi aur baarish hone ki wajah se light chali gayi hai aur abhi tak nahi aayi hai 😔 Is wajah se main live study nahi aa pa rahi hoon, phone bhi properly charge nahi hai.
Jaise hi light aati hai aur sab normal hota hai, main turant live aa jaungi 📚💪 Tab tak aap log self-study continue rakho, break mat lena!
Busy_life4959
Join my telegram 📌
t.me/Busy_life4959_StudyHub
4 days ago | [YT] | 6
View 0 replies
Busy_life4959
Solution having the same osmotic pressure are called:
जिन विलयों का परास्मरक दाब समान होता है , उन्हे क्या कहा जाता है
6 days ago | [YT] | 10
View 5 replies
Busy_life4959
Ray optics chapter notes
6 days ago | [YT] | 24
View 7 replies
Busy_life4959
Guys, kal bahut tej aandhi aur baarish hone ki wajah se light chali gayi hai aur abhi tak nahi aayi hai 😔
Is wajah se main live study nahi aa pa rahi hoon, phone bhi properly charge nahi hai.
Jaise hi light aati hai aur sab normal hota hai, main turant live aa jaungi 📚💪
Tab tak aap log self-study continue rakho, break mat lena!
Thank you for understanding ❤️
1 week ago | [YT] | 42
View 8 replies
Busy_life4959
Biomolecules chapter notes enzyme, vitamin
1 week ago | [YT] | 22
View 17 replies
Busy_life4959
🔥 NEET 2026 – Aaj ka din tumhara hai! 🔥
Jitne bhi warriors aaj exam dene ja rahe ho — yaad rakho:
Tumne itne mahino tak mehnat ki hai, aaj sirf uska performance dena hai 💯
📌 Last moment pe:
– Panic mat karna
– Questions dhyan se padhna
– Jo aata hai usko perfect karna
– Time manage karna
💭 Ek baat yaad rakhna:
Selection paper me nahi, mindset me hota hai.
Agar tough paper aaye → sabke liye tough hoga
Agar easy aaye → tum sabse aage ho sakte ho
✨ Believe in yourself. Tum yahan tak aaye ho, matlab tum capable ho.
👩⚕️👨⚕️
All the best Future Doctors!
Aaj ka din jeet ke aana 💪🔥
#NEET2026 #AllTheBest #FutureDoctor #ExamMotivation #StayFocused
1 week ago | [YT] | 19
View 0 replies
Busy_life4959
🔥 LIVE STUDY STARTING FROM TOMORROW 🔥
Kal se daily LIVE study sessions start hone wale hain 💯
📚 Morning Session:
⏰ 9:30 AM – 12:30 PM
🌙 Night Session:
⏰ 10:00 PM – 12:30 AM
Jo bhi serious preparation kar rahe ho (NEET/AIIMS/BSc), sab join karo 💪
Consistency hi selection dilati hai 🚀
👉 Live me aake mere sath study karo & apna target complete karo
👉 Attendance zaroor lagana ✔️
Let’s stay consistent together ❤️
#LiveStudy #StudyWithMe #NEETPrep #AIIMS #Consistency #Motivation
1 week ago | [YT] | 35
View 7 replies
Busy_life4959
Alcohol phenol ether notes
2 weeks ago | [YT] | 33
View 8 replies
Busy_life4959
Molecular basis of inheritance shot notes ✍️
3 weeks ago | [YT] | 53
View 5 replies
Busy_life4959
Study of pollen grains is called -
1 month ago | [YT] | 18
View 3 replies
Load more