🙏 Jai Hind dosto!
Main hoon Raj,
aur aap sabka swagat hai Career Ki Vibe me.

Career Ki Vibe ek aisa channel hai jahan aapko milegi
📚 Education updates
🏫 School & college related information
📝 Sarkari naukri & exams updates
🎓 Students aur parents ke liye sahi guidance
🎥 Ground reality videos, interviews & awareness content
Is channel par hum
✔️ sachchi aur practical jankari dete hain
✔️ students ke career se judi har confusion clear karte hain
✔️ parents aur students dono ki awaaz banne ki koshish karte hain
Agar aap career, education, exams aur future planning ko lekar serious ho,
toh Career Ki Vibe aapke liye hi hai 🔥
👉 Channel ko Subscribe karein
👉 Video ko Like & Share karein
👉 Taaki har zaroori update aap tak sabse pehle pahunch sake

Jai Hind 🇮🇳

Telegram Group:-
t.me/+oVf3O1H0AQE4Yjc1

Instagram: @raj.bhatona.wala


CAREER KI VIBE

🎉 2500+ Subscribers Complete 🎉
Dil se THANK YOU ❤️
Aap sabhi ka support hi meri strength hai 💪

2 weeks ago | [YT] | 12

CAREER KI VIBE

BSF RO RM के लिए, General Knowledge (G.K.) के Most Important Questions की प्रेक्टिस कराई जाये??

3 weeks ago | [YT] | 8

CAREER KI VIBE

🌈 रंगों के त्योहार होली की आप सभी को हार्दिक शुभकामनाएं!
आप सभी की ज़िंदगी में खुशियों के रंग, सफलता और अच्छे मौके आएं।
एक होली आप अपनी कामयाबी के रंगों से भी जरूर खेले 🥰🥰
हमेशा ऐसे ही अपना प्यार और support देते रहो ❤️

1 month ago | [YT] | 21

CAREER KI VIBE

"BSF RO RM 2025" PHYSICAL में MALE CANDIDATES के लिए दौड़ कितनी है?

1 month ago | [YT] | 5

CAREER KI VIBE

https://youtu.be/HI3ysTuRHUI
Full Information .....

1 month ago | [YT] | 11

CAREER KI VIBE

"BSF RO RM" किस टॉपिक पर वीडियो चाहिए ?

1 month ago | [YT] | 5

CAREER KI VIBE

🇮🇳 Happy 77th Republic Day – 26th January 🇮🇳
77 saal ka safar sirf itihaas nahi,
yeh sankalp, sangharsh aur samarpan ki kahani hai।
Aaj ka Bharat apne yuvaon se umeed rakhta hai –
discipline, dedication aur hard work ke saath
ek strong career aur strong nation banane ki।
💪 Dream Big | Work Hard | Serve the Nation
Jai Hind 🇮🇳

1 month ago | [YT] | 9

CAREER KI VIBE

BSF RO RM एग्जाम की तैयारी में कौन सा subject weak पड़ रहा है?
BEST STRATEGY : https://youtu.be/JapXiNBkQB0

1 month ago | [YT] | 2

CAREER KI VIBE

BSF RO RM का कितना Syllabus cover हो गया??

1 month ago | [YT] | 14

CAREER KI VIBE

BSF RO RM, BEST strategy for written exam
अब आपके पास लगभग 4 महीने है जिसमें आपको Selection लेना होगा: https://youtu.be/JapXiNBkQB0?si=pYCD6...

1 month ago | [YT] | 19