Assalamu Alaikum wa Rahmatullah!
Tareekh-e-Islam mein chhupi hui haqeeqaton, azeem sultanon, ilm o adab ke chiraghon aur Islami tahzeeb ke roshan pehluon ko roshni mein lana hamara maqsad hai.
📚 Yahan aapko milein ge:
Islami tareekh ke azeem waqiat
Sahaba karam (RA) ki zindagiyan
Khilafat-e-Rashida se le kar Usmani Saltanat tak ka safar
Ghazwaton, jangon aur fatehon ki rooh parwar kahaniyan
Tareekhi maqamat ka jaiza
Aur bohat kuch!
Har video mein hai ilm, waqaar aur ek nayi soch. Agar aap bhi Islami tareekh se muhabbat rakhte hain to hamaray safar ka hissa baniye.
🔔 Subscribe kijiye aur bell icon dabaayein taake har nayi video turant aap tak pohanchay!
JazakAllah Khair!
Tareekh-e-Hikmat by A.Q
1 month ago | [YT] | 3
View 0 replies