Mr Professor (official) 

This Channel's Purpose Is To Improve Your Life & Yourself! support now





✉️ For Business & Sponsorship Enquiries: skpandit917@gmail.com


Mr Professor (official)

🥶 WINTER ARC — 30 DAYS

30 Days. 30 Shorts. 1 Goal — A Better Version of Yourself.

Aaj se 30 din tak har din ek Short upload hoga. 🔥
Har Short mein Winter Arc journey ka ek naya step — Fitness, Skincare, Mindset & Discipline.

Day 1 → Day 30
No excuses. Just consistency. ⚡

Kya tum 30 din mere saath ye journey complete karoge?
👇 Comment “I’M IN” agar tum ready ho!

1 week ago | [YT] | 117

Mr Professor (official)

"1 Lakh family! 🙏 Ye Play Button sirf ek award nahi, ye aap sabke pyaar aur support ka proof hai. Thank you for believing in me from day 1. Ye safar abhi shuru hua hai, aage aur bhi kuch badhiya laane wala hoon. Love you all ❤️"

1 month ago | [YT] | 189

Mr Professor (official)

Next Video kis Topic pe chahiye bhai vote kro 👇👇👇

1 month ago | [YT] | 72

Mr Professor (official)

Finally wo din aa hi gaya... 1,00,000! 🎉

Bahut saari failures, bahut saari raaton ki mehnat, aur bahut baar khud pe shak karne ke baad... aaj aakhirkar ye safar ek bade mukaam tak pahunch gaya.

Kai baar laga shayad ye channel nahi chalega, kai baar views nahi aaye, kai baar himmat toot gayi... lekin har baar aap logo ke pyaar aur support ne mujhe phir se khada kar diya.

Ye 1 lakh sirf ek number nahi hai, ye meri mehnat aur aap sabke bharose ki kahani hai. Ye jeet meri nahi, hum sabki hai ❤️

Dil se shukriya har us insaan ka jisne ek video dekha, ek like kiya, ek comment kiya ya bas chupchap saath bana raha. Aap sab mere asli stars ho 🌟

Ye safar abhi shuru hua hai... aage aur bhi bade mukaam paane hain, aapke saath! 🚀
Mr Professor 😊

1 month ago | [YT] | 105

Mr Professor (official)

Happy independence day 🫡🇮🇳

1 month ago | [YT] | 169

Mr Professor (official)

कुछ छात्र सड़क पर उतरे। मांग सिर्फ इतनी थी — उन साथियों को इंसाफ मिले जो NEET विवाद में जान गंवा बैठे। जवाब में क्या मिला? लाठियां और आंसू गैस के गोले, जब वो संसद की तरफ मार्च कर रहे थे।


और फिर वो पोस्टर सामने आया — "वे छात्र हैं, आतंकवादी नहीं।"


एक देश जो खुद को दुनिया का सबसे बड़ा लोकतंत्र कहता है — वहां छात्रों की आवाज़ को इस तरह दबाया जाना चाहिए था?

आप बताइए — कमेंट में अपनी राय दें। 👇👇

2 months ago | [YT] | 61

Mr Professor (official)

Next Video Kis Topic pe chahiye guy's vote kro 👇👇👇

3 months ago | [YT] | 115

Mr Professor (official)

New channel:- 👇👇👇 youtube.com/@professorx-b8b?si=XaPNT7alZok4vfo4

SUBSCRIBE Kiya ki nahi 🤔

4 months ago | [YT] | 89

Mr Professor (official)

Next Topic kya rakhe vote kro jldi 👇👇👇

5 months ago | [YT] | 88

Mr Professor (official)

New Video 👇👇https://youtu.be/OO_wchjIuwI

5 months ago (edited) | [YT] | 46