Kiran beauty parlour and spa

I teach you about makeup, fashion and more through my YouTube channel. Enjoy all of my beauty and fashion related videos!


Kiran beauty parlour and spa

Betiyan agar Papa ki pariyan hai to bete bhi hamare Jigar ka tukra hote hain betiyon Ko Tum surakshit hath mein bhej dete Hain lekin beton Ko to ham is Anjan Nagar per bhejte Hain ki jao bahar Jo beta bahar jakar kahta mummy main theek hun tab kaleje ki kitni tukde hote hain Mahi Jaan sakti hai kyunki ham log bahar mein Apne bete ko koi aisi duniya mein nahin bhejte Hain Jahan ki har chij ham surakshit rakhen unko ham Sangharsh karne ke liye chhodate hain isliye bete bhi paraye Ho jaate Hain bete bhi bahut jindagi mein Sangharsh karte hain ek man ka Dil hi jaanta hai jo baccha vahan se kahta hai mummy main kha liya hun main theek hun tab Dil kehta hai ki hum kya karte Apne bacche ko kyon surakshit rahe

1 day ago | [YT] | 1

Kiran beauty parlour and spa

My beautiful bride ❤️

3 weeks ago | [YT] | 5