Islamic__message__786

Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh!
Main Md Bahar Ali aap sab ka is Islamic channel par khush aamdid karta hoon 🌙

Yahan aapko milenge Qurani Wazifay, Duaein, aur Ruhani Ilaj jo aapki zindagi ke mushkil lamhon mein madadgar sabit honge, InshaAllah 🤍

Har video ka maqsad hai aap tak Deen ki roshni, sukoon-e-dil, aur Allah Ta’ala par yaqeen ka paighaam pahunchana.

📿 Is channel par aap seekhenge:

Qurani aur Sunnati Wazifay

Har mushkil ke liye Dua

Islamic Knowledge & Motivation

Raat ke waqt padhe jane wali Duaein


💠 Maqsad: Logon ke dilon tak Allah aur Rasool ﷺ ka paighaam pahunchana, taake har shakhs apni zindagi me rohani sukoon mehsoos kare.

🕌 Subscribe karein aur har video share karein
Taake har dil tak Dua aur Deen ki roshni pohonche!

JazakAllah Khair 🌙



Islamic__message__786

بسم اللہ الرحمن الرحیم

1 month ago | [YT] | 9

Islamic__message__786

इस अल्लाह नाम को लाइक जरुर करे और comment में माशाअल्लाह जरूर लिखे✍️✍️✍️✍️✍️

1 month ago | [YT] | 5

Islamic__message__786

अल्लाह का नाम को 👍 जरुर करें और कमेंट में माशाल्लाहजरूर लिखें subscribe know

1 month ago | [YT] | 24

Islamic__message__786

इस्लाम में आख़िरी नबी कौन हैं?
A) हज़रत मूसा (अ.)
B) हज़रत ईसा (अ.)
C) हज़रत मुहम्मद ﷺ
D) हज़रत इब्राहीम (अ.)

3 months ago | [YT] | 0