Assalam-o-Alaikum dosto
(ALF ISLAMIC) channel par aapka khair-makhdam hai
Is channel ka maqsad aap tak mukhtalif Ulama-e-Ikram ke paigham aur unke roohani bayanat pahunchana hai. Hum yahan naye aur purane, har tarah ke mashhoor aur ilm rakhne wale scholars ki videos upload karte hain taaki aap deeni maloomat se hamesha jude rahein
Yahan aapko milenge
Deeni Masail ka hal
Dil ko chu lene wale Bayanat
Islamic Motivational videos
Naye aur viral Ulama ki baatein
Hamare sath judne ke liye channel ko (Subscribe) zaroor karein aur deen ki roshni ko phailane mein hamari madad karein JazakAllah Khair
#ALFISLAMIC
#IslamicBayan
#Ulama
#DeeniBaatein