"Books padhne ka mann hai par time nahi? Koi na, main hoon na! π§
Yahan tumhe milengi wahi kahaniyan jo trend kar rahi hain, bina kisi boring gyaan ke. Thriller ho, romance ho ya wahi puraane 'Toxic' rishteβsab milega ekdum kadak awaaz mein. Earphones lagao, aankhein band karo aur bas kho jao.
Naye ho toh 'Subscribe' maar ke family ka hissa bano, scene ekdum sorted hai! π"
Suno Yaar
"YouTube shayad nahi chahta ki aaj raat 8:15 baje wali video bahar aaye. Aaj ke Shorts ki reach 'Shadow' ho rahi hai... Lekin hum rukne wale nahi hain. π«β
Kya tumne The Dark Triad ka alarm laga liya hai? Shaam ko parda uthega.
Comment mein 'READY' likho agar tum aaj raat 8:15 baje mere saath khade ho! ππ₯"
6 months ago | [YT] | 1
View 0 replies
Suno Yaar
"Suno Yaar ki Army... Aaj raat 8:15 baje ek aisi sachaai samne aane wali hai jise dekhne ke baad tum dunya ko pehle jaisa kabhi nahi dekhoge. βοΈπ
Lekin pehle mujhe ye batao... tum kis category mein aana chahte ho?"
6 months ago | [YT] | 0
View 0 replies
Suno Yaar
new audio book aa gyi hai bhai log jao aur suno aur batao kaisi lagi ...
link-- https://youtu.be/U6Ov78RprOo?si=-5SJP...
7 months ago | [YT] | 0
View 0 replies