Berozgar se Sarkari

Channel Name: Berozgar se Sarkari
Creator: Utkarsh Singh Rajpoot
Motto: "Har revision ek kadam aur kareeb hai sarkari naukri ke sapne ke."

Berozgar se Sarkari ek safar hai — un sabhi berozgar aspirants ke liye jo bina coaching ke, struggle ke bawajood apni sarkari naukri ka sapna poora karna chahte hain.

Main ek topper nahi hoon, na hi teacher — main ek aam candidate hoon jaise aap, jo har roz naye challenges ka samna karte hue apne sapne ko jeene ki koshish karta hoon.

Is channel par aapko milega:
✅ Personal Revision Notes
✅ Mock Test Strategies
✅ Previous Year Questions (PYQs) Analysis
✅ Study Plans & Daily Routines + Daily Task
✅ Concept-wise Explanation (Hindi + Practical approach)

RRB Group D & Technician , NTPC

Other Railway Exams

General Awareness & GS (Sabhi major exams ke liye)


👨‍👩‍👧‍👦 Family of 3500+ Aspirants (as on 27 July 2025 – 3:33 PM)

Business Inquiries - aspirantb77@gmail.com