(बस बनाने के लिए संपर्क करें) 9057228124 only wtsp

account owner @hitesh_sutharrrr

"बस बनाने के शौकीन हैं? तो ये चैनल आपके लिए है! यहाँ आपको हर तरह की बसें बनाने के वीडियो मिलेंगे। अगर आपको बसों में दिलचस्पी है, तो आइए और देखिए कि कैसे बनती हैं ये शानदार गाड़ियाँ! हर हफ्ते नए वीडियो! सब्सक्राइब करें और बसों की दुनिया में खो जाएँ!"
The Bus Making" mein aapka swagat hai! Yahaan hum aapko bus manufacturing ki ek anokhi journey par le jaate hain. Hum aapko blueprint se lekar final product tak poora process dikhate hain.

Aap dekhenge ki kaise ek kacha loha chassis banta hai, kaise body taiyar hoti hai, aur kaise har ek chhota hissa milkar ek shandar bus banata hai. Humare videos mein aap dekhenge:

Manufacturing ki gehraaiyan: Engineers kaise har detail par kaam karte hain.

Latest technology: Bus banane mein istemaal hone wali nayi machines aur techniques.

Exclusive interviews: Industries ke experts se baat.

The Bus Making


thebusmaking

Factory band ho gayi... ab aap channel pe kya dekhna chahoge?

Bus Making | Factory Experience se ST content

6 months ago | [YT] | 0

thebusmaking

Happy danteras my youtube family 💙😍💕

10 months ago | [YT] | 2

thebusmaking

New bus neelam ka full process aa gya he jake dekho jaldi chachis se leke puri bus kese banti he full process #thebusmaking

10 months ago | [YT] | 29

thebusmaking

New mr .. bus service 2x1 ac sleeper bus ka review aa raha he aaj live 4:30 pe kon kon dekhne aayegha comment me ( live)

11 months ago | [YT] | 13

thebusmaking

How to make bus full process in. My channal please visit

11 months ago | [YT] | 36

thebusmaking

New buses ganesh travel coming soon or pure factory ka review aa gya he live me jarur dekhe dosto #trending

1 year ago | [YT] | 38

thebusmaking

New krishna ka complete video kal aara he jarur dekhe luxury 2x1 ac sleeper coach 🎨🤳

1 year ago | [YT] | 75

thebusmaking

1 year ago | [YT] | 7

thebusmaking

Kitane pipe he btao comment box me 👇

1 year ago | [YT] | 4

thebusmaking

उही बस के वीडियो नी बनते साहब संघर्ष करना पड़ता है but never giv up brother youtuber ban ke rahungha 🥹

1 year ago | [YT] | 13