Travel with Kishore



Travel with Kishore

पश्चिम बंगाल राज्य के-फरक्का स्टेशन के आस-पास ट्रैक रखरखाव का काम चल रहा है, दक्षिण भारत की तरफ से नॉर्थ ईस्ट तक आने वाली काई ट्रेन और पश्चिम बंगाल से नॉर्थ ईस्ट तक की कुछ ट्रेन कैंसिल हो गई है। एक दो दिन के अंदर अगर आपकी ट्रेन है इस रूट में, तो कृपा करके ट्रेन स्टेटस चेक करके घर से निकलें। सुखद एवं सुरक्षित यात्रा
West Bengal rajya ke- Farakka station ke aaspaas track maintenance ka kam chal raha hai,

South India ki taraf se North East Tak aane Wale kai train aur West Bangal se North East Tak ka kuchh train cancel Kiya gaya hai.

Ek do din ke andar agar aapka train hai is root mein, to kripya karke train status check karke Ghar Se nikale.
Happy and safe journey

3 weeks ago | [YT] | 0

Travel with Kishore

🚆🗳️ MUMBAI SE BENGAL: ELECTION SPECIAL TRAIN!

Namaste doston! West Bengal Election 2026 ke liye Railway ne ek aur badi train ka elaan kiya hai.

Agar aap Mumbai (LTT) se Santragachi ya Howrah jaana chahte hain, toh Train No. 01145 ki puri jankari mere naye video mein aa chuki hai.

✅ Kab chalegi?
✅ Kaun-kaun se stations par rukegi?
✅ Booking kaise karni hai?

Puri jankari ke liye yahan click karein: [ https://youtu.be/vFmKOOB-g6Q ]

Apne Bengal ke bhaiyon ke saath ye post zaroor SHARE karein taaki sabhi log vote dalne ghar pahunch sakein! 🇮🇳

#TravelWithKishore #WestBengalElection #LTTtoSantragachi #SpecialTrain

5 months ago | [YT] | 0

Travel with Kishore

Doston, Election Special Trains ki list aa gayi hai, kya aapne video dekha? https://youtu.be/P6RxgfnjRqI

5 months ago | [YT] | 0

Travel with Kishore

दोस्तों, ट्रेन के बारे में विस्तृत जानकारी देने वाले वीडियो को देखने के लिए यह लिंक है
https://youtu.be/7rS8hysnzGA

5 months ago | [YT] | 0

Travel with Kishore

Election Special Train Alert!

Doston, Chennai Egmore se Thiruvananthapuram (Kerala) ke liye khas Chunav Special Trains (06113/06114) shuru ho gayi hain!

Maine is video mein puri jankari di hai ki kaise aap tickets book karein aur route kya hai.

Video abhi dekhein aur share karein: [ https://youtu.be/ya4LayBL6ho ]

Aap agla video kaunse route par dekhna chahte hain? Vote karein! 👇

5 months ago | [YT] | 0

Travel with Kishore

नमस्ते दोस्तों! 🗳️ घर जाने की तैयारी शुरू करें! 🚂

क्या आप भी इस अप्रैल विधानसभा चुनाव में वोट देने घर जाना चाहते हैं? भारतीय रेलवे ने आप सभी के लिए 24 Special Trains शुरू की हैं। पश्चिम बंगाल, असम और दक्षिण भारत जाने वाली सभी ट्रेनों की पूरी लिस्ट और टाइमिंग जानने के लिए अभी नीचे दिए गए लिंक पर क्लिक करें और वीडियो देखें! 👇
https://youtu.be/5ZNlwHLH-Z4
वीडियो को शेयर करें ताकि कोई भी वोट देने से न चूके! 🇮🇳
#ElectionSpecialTrain #IndianRailways #TravelWithKishore

5 months ago (edited) | [YT] | 1