dosto
Namo Buddhay, Jai Bhim! 🙏
Welcome to "Itihas Ki Jaden". Yeh channel samarpit hai hamare Mahapurushon ke gauravshali itihas ko phir se jeevit karne aur samaj mein phaile bhram ko mitane ke liye. ✊
Hamara Mission: 🚩
Aaj ke daur mein bahut se aitihasik tathy (facts) ko andhvishwas aur jhooti kahaniyon ke peeche chhupa diya gaya hai. Mera uddeshya har us 'chamatkar' aur 'andhvishwas' ke peeche ki Scientific Sacchai aur Logical Itihas ko aapke samne lana hai. Hamara maksad tark aur vaigyanik soch ko badhava dena hai.
Channel ki Visheshtha: ✨
🔹 Mahapurushon ki Gatha: Baba Saheb Dr. B.R. Ambedkar, Mahatma Phule aur hamare anya mahan nayakon ke krantikari vichar.
🔹 Modern Technology: Main AI Voice aur AI Visuals ke madhyam se itihas ko naye roop mein pesh karta hoon taaki har koi ise asani se samajh sake.
🔹 Tathy ka Pardafash: Har bhramak jankari ki teh tak jakar uski asli jankari ujagar karna.
"Sikhit Bano, Sangathit Raho, Sangharsh Karo."
Subscribe karein aur sach ka sath dein! ✅
Itihas Ki jaden
💐 Shardhanjali: Samajik Nyay ke Prateek, Periyar Lalai Singh Yadav ji
"Shoshito ki awaaz aur pakhand ke khilaaf kranti ka naam hai—Lalai Singh Yadav."
Aaj hum 'Bharat ke Periyar' kahe jaane waale mahan krantikari vicharak aur samaj sudharak, Mananiya Lalai Singh Yadav ji ke Parinirvan Divas par unhe koti-koti naman karte hain. #bahujan
1 month ago | [YT] | 1
View 0 replies
Itihas Ki jaden
Shiksha ke kshetra mein kranti lane wale aur Dr. B.R. Ambedkar jaise mahanayak ko sahyog dekar desh ka bhagya badalne wale, Maharaja Sayajirao ji ko vinamra shraddhanjali💐.🙏 Unhone 'Free and Compulsory Education' ka jo sapna us daur mein dekha, wo unke mahan vyaktitv ka
🙏praman hai.🙏
"SayajiraoGaekwad
#MaharajaSayajirao
#BarodaState
#SanskariNagari
#Shraddhanjali
1 month ago | [YT] | 2
View 0 replies
Itihas Ki jaden
बाबा साहेब के सबसे विश्वासपात्र और समर्पित सचिव आदरणीय नानक चंद्र रत्तू जी के जन्मदिवस पर शत-शत नमन। इस तस्वीर में बाबा साहेब के साथ उनकी मौजूदगी उनके समर्पण की कहानी कहती है। 💐" #NanakChandRattu #DrAmbedkar #DalitHistory #bahujan
The King Who Built Modern Baroda 👑
1 month ago (edited) | [YT] | 3
View 0 replies