todays good think

Please Guys Mujhe Aap Sabhi Ka Support Chahiye


Mr faiz Sheikh

This is the official youtube channel of mr faiz Sheikh

Thank you for watching and subscribe my channel and click bell icon my YouTube family



todays good think

Aaj kal Deen apni zaroorat ke hisab se use kar rahe hai loog dahej lene ke time Deen nahi yaad rehta aur badi badi mehfil me fajr ki azaan ki bhi ahmiyat nahi rehti loog zindagi ki nayi shuruaat Allah ke hisab se nahi shaitan ke hisab se karte hai ek taraf dahej ke Bina ladka shadi nahi karta aur ek taraf ladki ke baap ko Ameer ladka chahiye bada Ghar chahiye Allah sari dunya chala Raha hai lekin na samajh insaan ko ye nahi pata Allah rizk patthar ke ander rehne wale kide ko bhi dera hai to hame yakeen q nahi ke ladka beti ko khila payga ya nahi jo asal me behtar ladke hote hai ya unki achchi job naukri nahi hoti ya paysa nahi hota ya Ghar bhi nahi hota kisi ke paas kuch bhi nahi hota

2 years ago | [YT] | 1

todays good think

Deen jitna bhi seekh liya jay agar ham faisla Allah ke hisab se nahi karte to Allah ayse logo ko maaf nahi karta

2 years ago | [YT] | 1

todays good think

Behtar ki talaash me behtreen insaan ko mat khoi kami subme hoti hai kisi ke paas payso ki to kisi ke paas pyar ki matlab ye jiske paas paysa daulat hoti hai uske paas se pyar Milne ka chance Kam hota hai qki payse wale aksar gunha kya hai nahi jante qki paysa une bure kaam ko achcha dikhata hai aur achche kaam ko bura dikhata hai Aaj dunya me izzat sirf payso ki hai insaniyat ka gala log ayse hi ghoot dete hai achcha insaan dunya ke liye bura hota hai

2 years ago | [YT] | 1

todays good think

Hello everyone how are you all my YouTube family ummeed hai aap log achche se hunge apse ek baat kehna hai zindagi me mushkil jitni bhi ho jay par apno ka saath kabhi nahi chorna chahiye qki apne gareebi me gami me kaam aate hai baki dunya apke paas paysa hoga to hamesha saath hai fir paysa nahi hoga to koi saath nahi deta par Jo apke kareeb hai uska saath kabhi na chore best of luck my YouTube family and support me 🥰🥰🥰.. #nasihat

2 years ago | [YT] | 2

todays good think

Surah fatiha #quran

2 years ago | [YT] | 5

todays good think

Masjid khali hai abhi bhi kis wakt ka intizaar hai aap subko ek dusre ko bura kehne se achcha hai apni kami dekh lo Jo kami ki wajha se is hal me pohche azmaish Palestine ki nahi puri dunya ke muslim ki hai galti ham subki hai Allah azmata hai subko pehle (corona COVID 19) aaya ab fir se puri duniya is haal me hai pehle sub ghar me kaid the ab sub ghar ke bahar hai imtihaan jab bhi tha imtihaan ab bhi hai q nahi ham samajh rahe q ham nahi badal rahe Allah mauka de Raha hai please 🥺 samjhe aap sub Allah ham subko pakka aur achcha musalman bana jo har mushkil wakt me sirf Allah se kahe dunya to zalim hai mangna to Allah se hai dua karo namaz padho sub Allah hidayat de subko ameen #muslim #islamic🇦🇪🇦🇪🇦🇪🇦🇪🇦🇪❤️

2 years ago | [YT] | 5

todays good think

Dubai ❤️🔥😍🇦🇪🇦🇪🇦🇪🇦🇪😍😍😍

2 years ago | [YT] | 10

todays good think

Dubai 🇦🇪❤️🔥😍🇦🇪🇦🇪🇦🇪🇦🇪🇦🇪

2 years ago | [YT] | 45