s009

Some small moments❤️

1 year ago | [YT] | 0

s009

!!HO SAKTAA HAI!!
Nigaaho me dekho unki to samjhoge,,
Ki samundar to badnaam hai yuh hi,,
Dubaa to unki aankhon me hi jaa sakta hai!!
Chehre kaa noor dekho to samjho,,
Ki vo ek lautaa insaan bhi puri duniyaa ho saktaa hai!!
Or zaruri nahi hotaa rehna uss insaan kaa saath tumhaare har pal,,
Tasveer dil me ho to yaadon ka vo khoobsurat mehal bhi tyaar kiaa jaa sakta hai!!

2 years ago | [YT] | 0