Maulana Zohaib Dayan Usmani

Assalam-o-Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu

Is channel par aap rozana Quran-e-Kareem ka aasan Pashto tarjuma aur mukhtasar tafseer sun saken gay.

Har video mein:
✅ Quran ka asal matan (text)
✅ Pashto tarjuma
✅ Aasan tashreeh o tafseer
✅ Amli sabaq aur rehnumai

Hamara maqsad Quran-e-Kareem ke paigham ko aam logon tak aasan andaz mein ponchana hai taake har musalman Quran ko samajh kar apni zindagi mein nafiz kar sake.

Allah Ta'ala hamein ikhlas aur Quran ki sahi khidmat ki taufeeq ata farmaye.

Jazakumullahu Khairan


Maulana Zohaib Dayan Usmani

surah fatiha ayat 1 na 3 pore tarjuma warsra tafseli tafseer.

1 month ago | [YT] | 0