Thank you Allah for everything ❤️😇
Assalam alaikum wa rahmatullahi wa barkahtu (. ❛ ᴗ ❛.)
Sabar _ Iman ki buniyad hai 🥰
Sachayi _ Quraan ki zuban hai 🎀
Aajizi _ kamyabi ki kunji hai ❤️
Dua _ Momin ka hathiyar hai ✨
duniya mai sab say badh kar rab rasul ﷺ say mohabbat karo 😇♥️
Allah k siwa na koi tumahara dost hai or na hi hamdard
apne rab k alwa kisi say ummid mat rakho ☝️ 💯
Allah pe yakeen rakhe wo har na mumkin ko mumkin banane par qadir hai 😇
or wo Allah aap ko 70 maao say bhi jayada mohabbat karta hai wo aap k saath kese kuch galat kar sakta hai ❤️
agar meri video achi Lage to please subscribe my channel aap ka ek subscribe kisi k kamyabi ka zariya ban sakta hai ❤️
jazak Allah ❤️