🤲🤲🤲
“Mind Unfolds ek Islamic storytelling channel hai
jahan hum halal mohabbat, dua, naseeb, hadith ,Qur'an ki bate
aur dil ko chhoo lene wali kahaniyan share karte hain.
Har video ka maqsad — iman ko mazboot banana
aur mohabbat ko ibadat ki taraf le jaana.”
đź“© Follow us on Instagram: @mindunfolds
👉 Subscribe my youtube channel "MindUnfolds"
Mind Unfolds
“Thoda sa break liya hai.
Naya aur better content ke saath wapas aungi 🤍”
1 month ago | [YT] | 1
View 0 replies
Mind Unfolds
🌙 Aaj ka Reminder…
“Jab insaan thak jata hai…
Allah kabhi thakta nahi.”
Kabhi kabhi lagta hai na…
Sab kuch hum par hi aa gira hai.
Duaen bhi adhoori…
Hausla bhi toot sa hua…
Aur dil ek ajeeb si bechaini se bhara hua.
Lekin yaad raho…
Allah us waqt sabse zyada qareeb hota hai
jab banda sabse zyada tanha hota hai.
Aaj raat bas itna soch kar sona:
“Mera Rab mere haal se be-khabar nahi.”
Jo cheez tumhari qismat ka hissa hai…
Woh tumhe zaroor milegi — chahe der ho jaaye.
3 months ago | [YT] | 0
View 0 replies
Mind Unfolds
“Aap sabse zyada kis cheez ke liye Allah se dua maangte ho?”**
3 months ago | [YT] | 1
View 0 replies
Mind Unfolds
Assalamualaikum,
allah 🤲ham sbko sabar krne ki tofik ataa kre.
allah hmsbko hidayat de . hme Allah ka har haal me sukar gujaar Krna chahiye.mere channel @ MindUnfolds me islamic love story se jude kahaniyan ko sunne ke liye subscribe jaroor kare.
5 months ago (edited) | [YT] | 1
View 1 reply