Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh 🤍
Bismillahir Rahmanir Raheem ✨
🌙 Aaina-e-Imaan mein aapka khush aamdeed.
Yeh ek chhoti si koshish hai jahan Qur’an aur Sunnat ki roshni mein imaan ko jagane wali baatein, naseehatein, Islamic reminders aur dil ko Allah ﷻ ke qareeb karne wali baatein share ki jayengi. 🤍
Hamari koshish hai ke har video aapko kuch yaad dilaye, kuch sikhaye aur aapke dil mein Allah ﷻ ki mohabbat aur aakhirat ki fikr ko mazboot kare. 🌿
✨ Aaiye, apne dil ko Imaan ka Aaina banayein.
🤲 Allah ﷻ hum sab ko Qur’an aur Sunnat par chalne ki taufeeq ata farmaye. Aameen.🤲
JazakAllahu Khairan 🤍


Aaina e imaan

✨ Jashn-e-Aamad-e-Rasool Mubarak! ✨Aap sabhi YouTube family ko 12 Rabi-ul-Awwal aur Eid Milad-un-Nabi ki dilli mubarakbad! 🌙

1 month ago | [YT] | 4

Aaina e imaan

Allah hum sab ke waledain ko lambi, sehatmand aur barkat wali zindagi ata farmaye,
aur jo is duniya se ja chuke hain, unki maghfirat farmaye. Aameen. 🤲🏻
Agar aap bhi apne waledain se mohabbat karte hain,
toh comment mein “Alhamdulillah” likhiye. ❤️

1 month ago | [YT] | 6