> Welcome to aasha_Edits π
Yeh channel un jazbaaton ke naam hai jo lafzon mein chhup jaate hain...
Yahaan aapko milenge emotional Urdu edits, family love, sibling bond, aur Allah se taalluq rakhne wale deep thoughts jo dil relatable lagen gy...
Har video ek khaas lamha hai β maa baap ka pyaar, behan bhai ka rishtaa.. Allah sy muhabat..
πΈ Urdu Emotional Quotes
πΈ Sad Reels | Siblings & Parents Edits
πΈ Allah se Juda Roohani Jazbaat
Agar aapko bhi rishton ki ahmiyat aur dil ki baatein pasand hain, to Subscribe zaroor karein π«
π Instagram par follow karein: @asha_edits17