Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu! 🌟
Aapka swagat hai hamare channel Daily hadees update par. Hamara maqsad Nabi Kareem Prophet Muhammad (ﷺ) ki pyari baaton, sunnaton aur sahih hadees ko aam karna hai, taaki hum sab apni zindagi ko Islam ke sahi raaste par guzar sakein.
📌 Aapko yahan kya milega:
Rozana ek nayi Hadees (Daily Hadith Updates)
Hadees Sharif ke tarjume aur mofhum (Urdu/Hindi)
Zindagi badalne wale Islamic Status aur Shorts
Deen ki ahem aur sacchi baatein
Agar aap bhi rozana deen ki baatein sikhna aur apne imaan ko taza karna chahte hain, toh hamare channel ko SUBSCRIBE zaroor karein aur is khair ke kaam mein hamara sath dein. JazakAllahu Khairan! ✨