Gaon Ki Asli Zindagi.

Namaskar dosto 🙏
Is channel par aapko hamare nadi kinare base gaon ki asli zindagi dekhne ko milegi 🌊🌾

Yahan hum aapko dikhate hain:
• Nadi ka paani kaise kheton tak pahunchta hai
• Gehu, chawal, baingan aur sarson ki kheti
• Gaon ka daily routine aur shant zindagi
• Desi kheti aur prakriti se judi kahaniyan

Agar aapko gaon, kheti aur nature pasand hai
to channel ko subscribe zaroor karein ❤️

Dhanyavaad 🙏