Namaskar Doston!
jhar info par aapka swagat hai. Kya aap Jharkhand mein aane wali har sarkari aur private naukri ki jankari sabse pehle pana chahte hain?
Humare channel par aapko milta hai:
JSSC & JPSC Updates: Exam notifications, result dates, aur admit card ki sahi jankari.
District & Block Level Jobs: Jharkhand ke har jile aur prakhand (block) mein nikalne wali contractual aur project-based vacancies.
Private & Corporate Jobs: Jharkhand ke top industries (Jamshedpur, Ranchi, Dhanbad, hazaribagh etc.) mein freshers aur experienced professionals ke liye job openings.
Career Guidance: Exam ki taiyari kaise karein, syllabus, aur selection process ka complete analysis.
Hamara maqsad hai Jharkhand ke har yuva tak sahi samay par rozgar ki jankari pahunchana.
Telegram link - t.me/jharinfo1
jhar info
झारखंड उत्पाद सिपाही का रिजल्ट आ गया है
जल्दी से चेक करे।
1 month ago | [YT] | 1
View 0 replies
jhar info
Sarso (mustard flower)🌼
8 months ago | [YT] | 2
View 1 reply
jhar info
झारखंड के पूर्व मुख्यमंत्री और दिग्गज आदिवासी नेता शिबू सोरेन का 81 वर्ष की उम्र में निधन हो गया है। उन्हें प्यार से "गुरुजी" और "दिशोम गुरु" कहा जाता था। उन्होंने दिल्ली के सर गंगा राम अस्पताल में अंतिम सांस ली।
1 year ago | [YT] | 1
View 0 replies
jhar info
Happy Birthday MS Dhoni 07
1 year ago | [YT] | 1
View 0 replies