MAKTAB SAYYEDA FOUNDATION

Hamara Maqsad (Mission)
Sayyidah Foundation Maktab ka buniyadi maqsad nai nasal ko Quran o Sunnat ki roshni mein aisa deeni, ilmi aur akhlaqi mahol faraham karna hai jo unke imaan ko pukhta aur kirdar ko misaali bana de. Hum chahte hain ke hamare talaba ilm-e-deen se aaraasta ho kar Islami aqdar ke ameen aur Rasool Akram ﷺ ke sache aashiq banein, jo duniya aur aakhirat mein kamiyabi ka zariya hai.

Hamara Vision (Vision)
Hamara khwab ek aisa taleemi nizaam tashkeel dena hai jo Islami taleemat aur akhlaqi aqdar ka haseen imtizaaj ho. Hum ek aisi nasal tayar karna chahte hain jo deen ki sachi tasveer pesh kare, naamoos-e-risalat ﷺ ki hifazat ka shaoor rakhe, aur apne ilm o amal ke zariye Islami muashray ki tameer mein numayan kirdar ada kare.



1:00

Shared 56 years ago

196 views

1:00

Shared 56 years ago

127 views

1:00

Shared 56 years ago

230 views

1:00

Shared 56 years ago

265 views

1:00

Shared 56 years ago

143 views

1:00

Shared 56 years ago

41 views