لَا إِلَهَ إِلَّا اللّٰهُ مُحَمَّدٌ رَّسُولُ اللّٰه۔
Hamara maqsad Quran Pak ki ayat ka Urdu tarjuma pesh kar k duniya bhar ke logon tak Quran ki hidayat pohchana hai. Is channel par aap ko Quran Majeed ki mukhtalif suraton aur ayat ka tarjuma milegi, ta k aap Allah ke kalam ko behtar samajh sakain aur is par amal kr sakain.
Is channel ko subscribe karen aur hamari videos ko share karen ta k ye paigham zyada se zyada logon tak pohch sake. Allah hamen aur aap ko Quran ke ilm se nawazay aur is par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen 💕 🥰🥰