Welcome to a channel where powerful words meet powerful reality. 🇮🇳

Yahaan system se sawaal hota hai.
Yahaan netaon ko challenge kiya jaata hai.
Yahaan gaon, kisaan, yuva aur desh ke asli muddon par baat hoti hai


Har video ka maksad sirf views lena nahi,
balki soch ko jagaana hai.💭


Hum un muddon par baat karte hain jinke baare mein aksar chup rehna aasaan hota hai


Agar aap desh ko majboot dekhna chahte hain,
toh subscribe kijiye aur iss safar ka hissa baniye 🔔✨


Soch badlegi, tabhi desh badlega. 🇮🇳✨


Suman Speaks

🇮🇳 Aapke hisaab se desh ka sabse bada mudda kya hai?

1 day ago | [YT] | 1