All videos presented on this channel, “Political Mazaa” are created solely for the purposes of satire, entertainment, and awareness. My intention is not to hurt the sentiments of any individual, leader, political party, community, or organization. Please shower your love and support by subscribing to my Channel.
The views, comments, and dialogues expressed in the videos are meant only to promote humor and critical thinking.
If any content unintentionally hurts anyone’s sentiments, we sincerely regret it.
Thank you!
इस चैनल "Political Mazaa" पर प्रस्तुत सभी वीडियो केवल व्यंग्य (satire), मनोरंजन और जागरूकता के उद्देश्य से बनाए गए हैं। हमारा मकसद किसी व्यक्ति, नेता, राजनीतिक दल, समुदाय या संस्था की भावनाओं को ठेस पहुँचाना नहीं है।
वीडियो में व्यक्त विचार, टिप्पणियाँ और संवाद केवल हास्य और आलोचनात्मक सोच को बढ़ावा देने के लिए हैं।
यदि किसी भी कंटेंट से अनजाने में किसी की भावनाएं आहत होती हैं, तो हम उसके लिए खेद व्यक्त करते हैं।
धन्यवाद!
Political Mazaa
Kya Cheeni ke Daam isiliye badh gaye, ke Koi Chaiwala, Chai Bechte Bechte Desh na bechne nikal jaaye?
2 weeks ago | [YT] | 1
View 0 replies
Political Mazaa
Dekhiye Godi Patrakar ki Chaaplusi. 👇
youtube.com/shorts/LIZqVpGWRF...
3 months ago | [YT] | 1
View 0 replies
Political Mazaa
NEET 2026 Paper leak full video 👇👇👇
youtube.com/shorts/Z4tAw4AHBC...
3 months ago | [YT] | 1
View 0 replies
Political Mazaa
youtube.com/shorts/5muALwTfBM...
3 months ago | [YT] | 1
View 1 reply
Political Mazaa
youtube.com/shorts/i0hNT4vUtA...
3 months ago | [YT] | 1
View 0 replies
Political Mazaa
Hi everyone, welcome to my new YouTube Community. Now you can post on my channel too. To get started, tell me in a post what you'd like to see next on my channel.
Visit my Community: youtube.com/@politics_sarcasm/community
3 months ago | [YT] | 1
View 0 replies
Political Mazaa
4 months ago | [YT] | 1
View 0 replies
Political Mazaa
Modiji ke mazboot faisle according to Raghav Chaddha-
1. Demonetisation
2. Silence on Hathras
3. Silence on Unnav
4. Apne failures ke liye Nehru ko doshi batana
5. Corruption ko badhava dena
6. Womenizers (Prajval Revanna) ke liye vote maangna
7. Women Reservation Bill 2023 ko implement nahi karna
8. Government institutions ko privatize karna
9. Kisaano ke against unconstitutional bill pass karne ki koshish karna
10. Corrupt leaders ko clean chit dena aur opposition ko ID, CBI se darana.
11. PM Care fund ko RTI se baahar rakhna
12. Electoral Bond se political khajana bharna
13. Unpadho ko ministry aur Sonam Wangchuk ko jail bhejna.
14. Employment ke naam par desh ke yuva ko thagna.
15. Aginveer jaisi mahaan schemes laakar jawaano ka Army mein serve karne ka sapna todna.
16. Hindu muslim politics karke Gulf countries se Rishte bigaadna.
17. Trump ke baar baar India ke against aapattijank bhaashan par moun dhaaran karna.
Asal mein Raaghav Chaddha took his time being in AAP to groom himself to become a badass politician and make a room in BJP. #CourseCompleted
#Papakokhushkardiya
#Aslichehradikhadiya
4 months ago | [YT] | 1
View 0 replies
Political Mazaa
Kalyug ke is daur mein jahaan bhai bhai ka saga nahi aur khoon ke rishte aapko khoon ke aansu rula rahe ho, Aise daur mein, Bangal mein koi keh raha hoga," Bhaiyon aur Behno, Jhaalmuri se mera bahut purana naata raha hai, jivan ka ek mahatvpurn kalkhand maine Jhaalmuri bechte huwe bitaya hai"
Bangal Netaji ki dharti hai, Tagore Sahab ki dharti hai, do chor nikle hain Bangaal lootne, satark ha jao. Jai Hind.
4 months ago | [YT] | 1
View 0 replies