🌙 Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Is channel par aapko Qur'an, Sahih Hadith, Islamic waqiat, Anbiya aur Sahaba ke waqiat, duaen, zikr, naseehat aur iman ko mazboot karne wali videos dekhne ko milengi.
📖 Hamari koshish hai ke har video Qur'an aur Sahih Hadith ki roshni mein pesh ki jaye.
🤲 Allah Ta'ala se dua hai ke ye videos hamare aur aapke liye Sadaqah-e-Jariyah ban jayein.
Subscribe kijiye aur Deen ki baatein doosron tak pahunchane mein hissa lijiye.
JazakAllahu Khairan.