Shuruaat humne sirf YouTube aur Instagram ke content ke liye ki thi… lekin saath hi mera clinic bhi chalu tha.
Lockdown ke time mai jab sab kuch band tha, tab bhi mai apne clinic pe jata tha… aur content banana continue rakha.
Aaj YouTube pe 8,000 subscribers aur 10 lakh views complete ho chuke hain. Part-time effort ke liye yeh ek bahut accha result hai — jab hum free time mein sirf logon tak sahi medical info pahucha rahe the.
Ab socha hai ki Your Doctor ko thoda aur serious level pe le jayein… Isiliye ab hum LinkedIn pe bhi apna content publish karenge — jahan aur bhi logon tak awareness pahuch sake.
Shukriya sabhi ko jinhone YouTube pe dekha, like kiya, comment kiya aur views ka hissa baney 🙏 Aapke bina yeh possible nahi hota.
Your Doctor
Kal Your Doctor ko 5 saal complete ho gaye!
Shuruaat humne sirf YouTube aur Instagram ke content ke liye ki thi… lekin saath hi mera clinic bhi chalu tha.
Lockdown ke time mai jab sab kuch band tha, tab bhi mai apne clinic pe jata tha… aur content banana continue rakha.
Aaj YouTube pe 8,000 subscribers aur 10 lakh views complete ho chuke hain.
Part-time effort ke liye yeh ek bahut accha result hai — jab hum free time mein sirf logon tak sahi medical info pahucha rahe the.
Ab socha hai ki Your Doctor ko thoda aur serious level pe le jayein…
Isiliye ab hum LinkedIn pe bhi apna content publish karenge — jahan aur bhi logon tak awareness pahuch sake.
Shukriya sabhi ko jinhone YouTube pe dekha, like kiya, comment kiya aur views ka hissa baney 🙏
Aapke bina yeh possible nahi hota.
Let’s take this journey ahead
#YourDoctor #5YearsJourney #YouTubeToLinkedIn #HealthAwareness #DoctorLife
8 months ago | [YT] | 4
View 0 replies
Your Doctor
कोरोना मैं खांसी और गले मैं दर्द होता हैं?
2 years ago | [YT] | 1
View 0 replies
Your Doctor
क्या आपको यू ट्यूब से कुछ ज्ञान मिला ?
3 years ago | [YT] | 6
View 6 replies