Hello To All
Yahan tak Aa hi gaye ho toh Channel ko Subscribe bhi karlo dosto........





S_Ahmad 2020

Juma Mubarak

1 month ago | [YT] | 1

S_Ahmad 2020

Have a nice Day ❤️❤️

3 months ago | [YT] | 6

S_Ahmad 2020

Good Morning 🌄🌅

3 months ago | [YT] | 1

S_Ahmad 2020

Good Morning

3 months ago | [YT] | 3

S_Ahmad 2020

“स्टाइल दिखाने से ज्यादा, लाइफ समझना जरूरी है”
“जो दिखता है वो फैशन है, जो जीते हैं वो सच है”

4 months ago | [YT] | 10

S_Ahmad 2020

A thousand words will not leave so deep an impression as one deed.

*ہزار الفاظ بھی اتنا گہرا اثر نہیں چھوڑ پاتے جتنا ایک عمل چھوڑ جاتا ہے۔*

हज़ार अल्फाज़ भी उतना गहरा असर नहीं छोड़ पाते, जितना एक अमल छोड़ जाता है.

4 months ago | [YT] | 0

S_Ahmad 2020

Awesome Morning

#sunday #morning #gm

4 months ago | [YT] | 0

S_Ahmad 2020

Good Morning
#sunday #morning

4 months ago | [YT] | 0

S_Ahmad 2020

*8ven Khalifa Umar bin Abdul Aziz (رَحِمَهُ ٱللَّٰهُ عَلَيْهِ) ka maqbara, Halab (Aleppo), Sham (Syria)*

*Unhone 99 se 101 ہجری tak hukumat ki. Woh ek insaf pasand aur muttaqi hukmraan the. Unki wafaat 39/40 saal ki umr me 5/6 Rajab 101 ہجری me us waqt hui jab unke ghulam ne 1000 dinar ke aivaz unko khane me zeher de diya tha. Khalifa ne woh raqam ghulam se leker sarkari khazane me jama'a karwa di aur ghulam ko azad karke fauran chale jane ka hukm diya taaki usko koi qatl na ker de. Intaqaal ke waqt unke paas sirf 17 dinar the. Wasiyat ke mutabiq jis makaan me unki maut hui uska kiraya aur jis zameen me woh dafn hue uski keemat un 17 dinar se adaa ki gayi. January 2020 me khana jungi ke dauran Asad ki faujon ne ilaaqe per qabza kiya aur qabron ki be-hurmati ki. Yeh ma'lum nahi ho saka ki unki baaqiyaat ka kya hua.*

*9 Shawwal-ul-Mukarram,*
1447 Hijri,
29 March, Itvaar, 2026
🌴┅┅❂❀﷽❀❂┅┅🌴

*AQWAAL-e-ZARRIN*

*سَبَّحَ لِلَّهِ مَا فِى ٱلسَّمَـٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۖ وَهُوَ ٱلْعَزِيزُ ٱلْحَكِيمُ o لَهُۥ مُلْكُ ٱلسَّمَـٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۖ يُحْىِۦ وَيُمِيتُ ۖ وَهُوَ عَلَىٰ كُلِّ شَىْءٍۢ قَدِيرٌ o*

Aasmaano aur zameen me jo hai (sab) Allah ki tasbeeh ker rahe hain, woh zabardast hikmat wala hai. Aasmaano aur zameen ki badshahat usi ki hai, wahi zindagi deta hai aur maut bhi, woh her cheez per qaadir hai.

*Qura’an-e-Kareem*
Surah Al-Hadid, Aayaat 1-2

4 months ago | [YT] | 0