Ruhani Itihas 💗

Assalamualeykum warahmatullahi wabarakatuhu ♥️
Wellcome to my channel 😎

Ruhani Itihas ek Islamic documentary aur storytelling channel hai,
jahan Qur’an aur Sahih Hadith ki roshni mein
zindagi ke sabse gehre aur anjaane haqeeqaton ko bayan kiya jata hai.

Yahan aap dekhenge:
• Life after death in Islam (Barzakh)
• Qabar aur Akhirah ki haqeeqat
• Qayamat aur uski nishaniyan
• Islamic history aur real waqiat
• Unseen world aur roohani sachaiyan

Hamari koshish hai ke har video
aapke dil ko jaga de, soch badal de
aur Akhirah ki tayyari ki yaad dila de.

Agar aap Islamic documentaries, deep Islamic stories
aur Qur’an & Hadith based content pasand karte hain,
toh yeh channel aapke liye hai.

Subscribe karein aur is safar ka hissa banein.

youtube.com/@RuhaniItihas
📚 Authentic Islamic Books
👉 Buy here: amzn.to/49PROMV


Ruhani Itihas 💗

Aaj raat 8 baje ⏰
Hazrat Yusuf (a.s.) ki poori kahani — sabr, dard aur rehmat ki daastan.

Yeh sirf kahani nahi…
yeh dil ko hila dene wala safar hai.

🔔 Premiere miss mat karna

1 month ago | [YT] | 5

Ruhani Itihas 💗

Don't miss my new series 🔥join premier on 7 pm.

4 months ago | [YT] | 8

Ruhani Itihas 💗

Say "Mashallah ❤️"

4 months ago | [YT] | 88

Ruhani Itihas 💗

What is the name of this Mosque ?

4 months ago | [YT] | 35

Ruhani Itihas 💗

@Ruhani Itihas 💗 needs your opinion,pleas write your opinion in comment box.
Q.- Qa islamic shorts or vedios mein kisi bhi nabi ya sahabi ko ai pics ya sketch ke through dikhana jayaz hai?
(A) Yes
(B) No

4 months ago (edited) | [YT] | 2

Ruhani Itihas 💗

What eye colour is your favourite?

6 months ago | [YT] | 13

Ruhani Itihas 💗

हक़ की तरफ़दार, हैं ताक़त की उड़ान,
शेरनियाँ इस्लाम की हैं क़ौम की जान।

6 months ago | [YT] | 12

Ruhani Itihas 💗

Comment mein zarur likhe-" I ❤️ Mohammed (s.a.w.)👍

6 months ago (edited) | [YT] | 70

Ruhani Itihas 💗

♥️**Hamare nabi pak ne Deen kese failaya ?
(A) Achchhe Akhlaq or mohabbat se
(B) Nafrat se
(C) Ghulami se
Apna jawab zarur comment karein.

6 months ago | [YT] | 21

Ruhani Itihas 💗

“हज़रत मोहम्मद ﷺ की तालीमात का मूल सन्देश क्या है?”

विकल्प:
A) शान्ती और मोहब्बत
B) क्रोध
C) सिर्फ़ बाहरी शक्ति
(Apna jawab zarur comment karein)

6 months ago | [YT] | 2