This channel is created for only fun & entertainment purpose.
Welcome to BerojgarBaapu — जहाँ नौकरी भले ना हो, लेकिन opinion की कमी बिल्कुल नहीं है! 😂
यहाँ मिलेगा Sports, Politics और Current Affairs पर मेरा बेबाक POV, honest reactions, थोड़ा sarcasm, थोड़ी मस्ती और कभी-कभी वो बातें जो शायद TV पर बोलने की हिम्मत सबमें नहीं होती। 😌
🏏 Sports: मैच का analysis, controversies, players, teams और Indian sports की हालत पर खुलकर बात।
🏛️ Politics: नेताओं से लेकर policies तक — जो दिखता है, उस पर सवाल भी होंगे और राय भी।
🎙️ POV & Commentary: मेरा नजरिया जरूरी नहीं कि आपका भी हो… और यही तो मज़ा है! 😂
यह चैनल किसी पार्टी, खिलाड़ी या संस्था की blind support के लिए नहीं है।
Agree करो तो comment करो, disagree करो तो भी comment करो — algorithm दोनों से खुश है। 💀
कुल मिलाकर — देश की राजनीति हो या मैदान का ड्रामा, Berojgar Baapu अपनी राय लेकर हाज़िर है।
Subscribe कर लो… बेरोज़गारी में कम से कम content तो मिलेगा! 😂🔥
Views are personal opinions and commentary. Satire & sarcasm intended.
BerojgarBaapu
🏆 इतिहास रच दिया हमारी भारतीय शेरनियों ने! 🇮🇳
भारतीय महिला क्रिकेट टीम ने रिकॉर्ड 8वीं बार एशिया कप का खिताब अपने नाम किया! 👑💙
इस ऐतिहासिक जीत के लिए पूरी टीम को बहुत-बहुत बधाई—आपने पूरे देश को गौरवान्वित कर दिया! 🇮🇳🔥
बधाई हो, विजेताओं! 🏆
#TeamIndia #WomensAsiaCup #WomenInBlue #AsiaCupChampions #IndianCricket #NariShakti #BerojgarBaapu
1 day ago (edited) | [YT] | 10
View 11 replies
BerojgarBaapu
Berojgaar Family, maine pehle hi bataya tha ki ghar shift karne ki wajah se Saturday aur Sunday LIVE nahi ho paayega। 🏠
Tab tak aap sab IND vs AFG aur IND-W vs SL-W—dono matches enjoy karo! 🇮🇳🏏
Monday se apni LIVE streams phir se full energy ke saath shuru hongi! ❤️🔥
Milte hain Monday ko LIVE! 🙌
2 days ago | [YT] | 15
View 9 replies
BerojgarBaapu
BEROJGAAR FAMILY 👀
Ek naya lafda… sorry, experiment soch raha hoon 😂
Kya India’s Got Latent ke episodes par LIVE REACTION karna chahiye?
Saath mein dekhenge, react karenge aur full bakchodi/charcha hogi 😭😂
Batao public, kya bolti hai? 👇
5 days ago | [YT] | 9
View 9 replies
BerojgarBaapu
Maaf karna dosto ❤️
Subah LIVE aane ka bola tha maine, lekin jaisa ki aapko pata hai kal raat 2:30 AM ke aas-paas LIVE end kiya tha aur sote-sote hi 4-5 baj gaye. Isliye subah 9-10 baje uth hi nahi paya.
Lunch ke baad abhi LIVE stream set hi kiya tha ki achanak hospital aana pad gaya.
Sorry brothers, aaj thoda schedule idhar-udhar ho gaya. 🙏
Ab seedha raat ko 9 BJE milte hain LIVE! ❤️
Tab araam se baithenge, baatein karenge aur full masti hogi.
Raat 9 baje milna Berojgar Family! ❤️
1 week ago | [YT] | 9
View 11 replies
BerojgarBaapu
🚨 BHAI LOG, EK KAAM KI OPPORTUNITY HAI!
Ye mere liye nahi hai 😅 Mere younger brother ko apne projects ke liye ek AI VIDEO EDITOR INTERN chahiye.
To agar koi banda abhi work dhundh raha hai, ya AI Video Creation seekhna chahta hai aur REAL PROJECTS pe kaam karke apni skill badhana chahta hai — bhai apply kar dena. ❤️
Kaam kuch aisa rahega 👇
• AI Generated Videos & Ads
• AI Image/Video Generation
• Reels & Shorts
• Character Consistency
• Storyboarding & Prompting
• Video Editing & Post Production
Tools: VEO, Kling, Runway, HeyGen, ElevenLabs, CapCut, After Effects etc.
Aur haan — FRESHERS bhi apply kar sakte hain.
Sab kuch pehle se aana zaroori nahi hai. Basic editing aati hai + AI seekhne ka keeda hai + genuinely kaam karna hai, TO BHEJ DO APNA KAAM. 😂
💻 Internship: REMOTE
📧 Email: ayushkr6566@gmail.com
📱 WhatsApp: 6268057828
Resume/Portfolio hai to bhejo. Nahi hai lekin kuch videos/editing samples banaye hain, wo bhej do.
Bas ek request hai — genuinely interested ho tabhi contact karna. Seekhna hai, kaam karna hai aur AI Video Creation mein aage jaana hai, to ye ek achhi opportunity ho sakti hai.
Khud ke kaam ki nahi hai to kisi dost/bhai ke kaam ki ho sakti hai — SHARE KAR DENA. ❤️
1 week ago | [YT] | 5
View 2 replies
BerojgarBaapu
HAPPY TEACHERS’ DAY ❤️
Aaj thodi CHARCHA unki, jinhone humein charcha karne layak banaya. 😄
School mein homework na karne par daant padi ho, exam mein number kam aaye hon ya life mein sahi direction chahiye ho — Teachers ka contribution kabhi bhulaya nahi ja sakta.
भारत के महान शिक्षक, दार्शनिक और पूर्व राष्ट्रपति Dr. Sarvepalli Radhakrishnan Ji की जयंती पर सादर नमन। 🙏
Teacher sirf kitaab ka chapter nahi padhata, zindagi ke bhi bahut saare chapters samjha jaata hai.
Berojgar Family mein jitne bhi Teachers hain aur meri life mein jin Teachers se maine kuch bhi seekha hai — aap sabhi ko dil se Thank You aur Happy Teachers’ Day!
Aur haan… Comment mein apne us ek Teacher ka naam zaroor likhna, jiski daant tab buri lagti thi, lekin aaj yaad aati hai. 😂❤️
— BerojgarBaapu
1 week ago (edited) | [YT] | 11
View 2 replies
BerojgarBaapu
🦚✨ Happy Janmashtami ✨🦚
Wishing my entire BerojgarBaapu Family a very Happy Janmashtami! 💙🙏
May Lord Krishna fill your life with happiness, peace, success, and endless blessings. ✨
A heartfelt THANK YOU ❤️ to every subscriber for your constant love, support, and encouragement. You are not just subscribers — you are a part of the BerojgarBaapu Family! 🫶
Keep supporting, keep smiling, and keep spreading the positive vibes! ❤️
Jai Shri Krishna 🦚🙏
Happy Janmashtami to you and your family! 💙✨
#HappyJanmashtami #Janmashtami #JaiShriKrishna #BerojgarBaapu #KrishnaBlessings #BerojgarBaapuFamily
1 week ago | [YT] | 25
View 9 replies
BerojgarBaapu
RANJIT BAJAJ VLOG waapas aa gaya hai 😎🔥 Aapne dekha kya?
1 week ago | [YT] | 5
View 1 reply
BerojgarBaapu
🚨 JHANDUS KI STRIKE GAYI… BEROJGAR BAAPU KA VLOG WAAPAS AAYA! 😂🔥
16th AUG ko publish hua RANJIT BAJAJ VLOG par ek Jhandus ne complaint daali…
aur support mein doosre channel se Jhandus ka tatta bhi aa gaya. 🤡😂
YouTube ne video hata diya…
Unko laga hoga — “Baapu ka game over!” 😭
Par Baapu ne bhi bola —
“Picture abhi baaki hai mere dost!” 😎🔥
Counter Notification file kiya ✅
Lagbhag 15 din tak mail pe mail, reply pe reply chalta raha… 📩⚔️
Aur FINALLY…
🏆 BEROJGAR BAAPU WON! 🏆
Strike ka chapter khatam ☠️
Aur apna RANJIT BAJAJ VLOG WAAPAS LIVE HAI! 🔥😂
Jinhone hatwaya tha unke liye bas itna hi —
“Mehnat Vlog hatwane mein kar di…
kaash utni mehnat khud ka content banane mein kar lete.” 😭🤡
😂😂😂
Baaki BerojgarBaapu Family ❤️
RANJIT BAJAJ VLOG phir se available hai!
🔥 KYA AAPNE DEKHA?
Nahi dekha toh jaake dekho…
15 din ki ladai ke baad Baapu Vlog waapas lekar aaya hai! 😎🏆
#BerojgarBaapu #RanjitBajaj #DJAYUSH #RanjitBajajVlog
1 week ago | [YT] | 12
View 5 replies
BerojgarBaapu
1K Family ❤️
❤️ Thank You, BerojgarBapu Family! ❤️
Aaj hum sirf 1K subscribers nahi, balki 1K family members complete kar chuke hain. 🥹❤️
Aap sabne jo pyaar aur support diya hai, uske liye dil se THANK YOU! 🙏
Mera promise hai ki BerojgarBapu sirf ek YouTube channel nahi rahega—yeh aapki family ke saath bahut saari yaadein aur memories banayega. ❤️
Main poori koshish karunga ki kabhi late na hoon aur aapki LIVE stream miss na karun, kyunki ye journey hum sabki hai. 🔥
Thank you once again, BerojgarBapu Family! ❤️
1K se ab aur bhi bada parivaar banana hai! 🫂❤️
2 weeks ago | [YT] | 24
View 21 replies
Load more