Maroofa Nawaz Ahmed

HasbunAllah wa ni' mal wakeel ..Allah is sufficient for us and he is the best disposer of All affairs ☺️ ..M.N.
Assalamualaikum Dosto
Is channel par Dargah Mazar aur ghumne ki jagah k videos aap dekhoge ..sari jankari milegi aap ko wanha Jana kaise hai sasta hotel khane k liye restaurant aise sari jankari k liye mere channel ko subscribe kar lein aur mere YouTube k family member ban jaye ..i welcome you all πŸ™..

For Collaboration & Promotions
Direct Message me
πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡πŸ‘‡

Insta I'd : Youtubermaroofa (Direct message kare)








Maroofa Nawaz Ahmed

Aakhir yeh May ka Manhoos Mahina khatm kb hoga ..March ko tou sab ne lamba bataya tha lekin May tou kya kya nhi dikha rha hai ..kitne logo ko rulaya hai , barbad Keya hai Is May k Mahine ne Garmi ..tufaan ..aafat ..gum..manhoosi sab kuch is Mahine mein ho chuka hai ..Allah khair kare ...M.N.

17 hours ago | [YT] | 99

Maroofa Nawaz Ahmed

https://youtu.be/m0P0CyfRMmQ
Assalam o alaikum to my all YouTube family members..dekhye Anna k sath photo mera ..M.N.

23 hours ago | [YT] | 75

Maroofa Nawaz Ahmed

https://youtu.be/gSL2kCeXscM
Assalam o alaikum To all YouTube family members Eid ul Adha Mubarak ..M.N.

2 days ago | [YT] | 375

Maroofa Nawaz Ahmed

Assalam o alaikum To My All YouTube family members Bakra Eid Mubarak , Allah hum tamam Naik sacche haq halal wale momino ko apni panah mein rakhein ...MERE DUA SIRF MERE LIYE NHI AAP SAB K LIYE HAI ...M.N.

2 days ago | [YT] | 310

Maroofa Nawaz Ahmed

https://youtu.be/m0P0CyfRMmQ
kolkata South City Mall Dino World 🌎..M.N.

1 week ago | [YT] | 195

Maroofa Nawaz Ahmed

Assalam o alaikum To My All YouTube family members ALLAH O AKBAR ....WE LOVE MUHAMMAD ❀️..ALLAH HUMARE IMAN KO MAZBOOT BANAYE ...M.N.

1 week ago | [YT] | 935

Maroofa Nawaz Ahmed

Assalam o alaikum to my all YouTube family members..KGN sarkar - e Ajmeri

1 week ago | [YT] | 899

Maroofa Nawaz Ahmed

Assalam o alaikum kya waqt aa chuka hai Imam Mahdi A.S. k aamad ka ?? Zulm o sitam jhuth , fasad , fitna , fahashi , besharmi everything is on its peak ...M.N.

1 week ago | [YT] | 93

Maroofa Nawaz Ahmed

Assalam o alaikum
Juma Mubarak ..M.N.

2 weeks ago | [YT] | 427

Maroofa Nawaz Ahmed

Jab tum khud ko mazloom paao , tou bakhuda Humare Nabi k Nawase Hussain Maula ki shahadat ko yaad karo ..unse aur unke khandaan se bada koi mazloom nhi ..unke maasoom baccho ko bhi pani jaise kudrati cheez k liye tadpaya gya ..yaad hai na unke jism-e athar tk k sath kaise behurmati ki gyi thi..yaad hai na karbala ka woh khaufnaak waqia ..yeh zikr -e Hussain ek mazloom k zakhm ki dawa hai ..zakhm bhar jate hain pr daag humesha rah jate hain ..Innal laha maa as sabereen mere Doston ...hum sb usi k bheje hue hain aur wapas laut kr usi k paas Jana hai ..dunia ki zindagee tou ek khel aur tamasha hai ...jisne jitna is Dunia mein jhel liya uske liye utni wanha aasani hai ..M.N.

2 weeks ago | [YT] | 152