🙏 Welcome to " Rajnish Hustle "

👋 Namaste Doston,
Ye channel un logon ke liye hai jo life me struggle kar rahe hain, par apne sapno ke liye rukna nahi chahte. Yahaan aapko milenge Motivational Shorts, Life Lessons, Attitude Status aur Real Struggle Stories, jo aapke dil ko touch karenge aur aapko aage badhne ki himmat dengey
👉 Agar aap bhi apne sapne poore karna chahte hain, toh ye channel aapke liye ek family jaisa hai. Har din naye attitude quotes, inspirational thoughts aur success mindset ke videos ke saath.

🔔 Channel ko subscribe kijiye aur apni life me ek naya positive chapter shuru kijiye.
Kyuki yahan ek hi rule hai – Mehnat karo, Sapne poore karo! 🚀

#motivation #shorts #hindimotivation #attitude #struggle #success

Owner & Creator – Rajnish Kumar

contact = hardlifehustle18@gmail.com



Rajnish Hustle

Aaj shaam ek different video aane wala hai…
Is baar sirf text nahi, meri real voice hogi.

Sach bataun… thoda nervous bhi hoon 🙂

Agar aap support karoge to aaj shaam 9 baje upload karunga.
Kya aap sunna chahoge meri voice? 👀

1 week ago | [YT] | 5

Rajnish Hustle

Middle Class Ladke ka sabse bada struggle kya hota hai?

1 week ago | [YT] | 0

Rajnish Hustle

सच सच बताना…
जब life में सबसे मुश्किल time आता है
तो आपको सबसे ज्यादा ताकत किससे मिलती है? 💭

2 weeks ago | [YT] | 0

Rajnish Hustle

मैं रोज़ motivational shorts बनाता हूँ…
सच-सच बताओ, क्या मेरे shorts देखकर आपको motivation मिलता है? 🔥

2 weeks ago | [YT] | 4

Rajnish Hustle

Happy holi my all members 🫟🙏❤️

2 weeks ago | [YT] | 35

Rajnish Hustle

Life ki kaunsi baat apko itna hurt Kiya
ki aaj aap chup-चाप mehnat kar rahe ho?

2 weeks ago | [YT] | 1

Rajnish Hustle

Aap sach-sach batana ❤️
Kabhi life me aisa phase aaya hai kya…
jab sab kuch khatam sa lag raha tha,
mehnat kar rahe the lekin result zero tha,
aur andar se sirf ek hi sawal aata tha —
"Kya mai kabhi successful ho paunga?"
👇 Aap abhi kis phase me ho?

2 weeks ago | [YT] | 3

Rajnish Hustle

Kya aap bhi life me kuch bada karna chahte ho,
lekin kabhi kabhi lagta hai ki time aur situation saath nahi de rahi?

3 weeks ago | [YT] | 2

Rajnish Hustle

Kab samjhe aap ki life mazaak nahi hai… serious lena padega?
Kabhi ek moment aata hai…
jab samajh aa jata hai ki

4 weeks ago | [YT] | 2

Rajnish Hustle

Sach sach batao…
Aap bhi middle class family se ho aur bade sapne rakhte ho na? ❤️
🔥 Sapna kya hai aapka?

4 weeks ago | [YT] | 3