Habibullah Naat official & Hamza

Assalam-o-Alaikum!
Is channel par aapko pyari pyari Naats, Hamd aur Islamic kalaam sunne ko milenge. Hum apni awaz mein Nabi ﷺ ki shaan mein naat pesh karte hain. Agar aapko Naat pasand hai to channel subscribe karein aur video like aur share karein.
Allah Pak hum sab ko Nabi ﷺ ki mohabbat naseeb kare. Ameen