Bhaiya Ji Samjhate Hain

Bhaiya Ji Samjhate Hain 📘 is a professional educational explainer YouTube channel dedicated to simplifying complex topics such as current affairs, Indian politics, government policies, history, economics, geopolitics, and social issues. Inspired by creators like Dhruv Rathee and Nitish Rajput, the channel delivers fact-based, well-researched, and unbiased explanations 🧠 to promote awareness, critical thinking, and informed decision-making among viewers 🇮🇳.


Bhaiya Ji Samjhate Hain

Hi everyone, welcome to my new YouTube Community. Now you can post on my channel too. To get started, tell me in a post what you'd like to see next on my channel.
Visit my Community: youtube.com/@Bhaiyajisamjhatehain/community

2 weeks ago | [YT] | 2

Bhaiya Ji Samjhate Hain

Agle PM Ke Roop Me Aap Kise Dekhte Hain??

3 weeks ago | [YT] | 8

Bhaiya Ji Samjhate Hain

जय हिंद साथियों 🇮🇳🇮🇳♥️♥️
Aap sabke pyar se aaj humara pariwar 3000 logon ka ho gaya hai itna pyar aur support ke liye main dil se aabhar vyakt karta hoon
Aur
Mujhe pata hai ki iss time regular Videos nahi aa rahi hai kyonki mere ghar pe Shrimad Bhagawat Katha chal rahi hai magar I promise ki bahot jaldi regular videos aane lagegi ♥️♥️
Bas aap apne iss pyar ko badhate rahna
I love You All ❣️❣️

1 month ago | [YT] | 30

Bhaiya Ji Samjhate Hain

मैंने कभी सोचा भी नहीं था कि
0 से शुरुआत करके सिर्फ़ एक महीने में
हमारा परिवार 2000 लोगों तक पहुँच जाएगा।
ये सिर्फ़ संख्या नहीं है,
ये 2000 दिल हैं जो मुझे रोज़ आगे बढ़ने की ताक़त देते हैं।
आप सभी का दिल से धन्यवाद 🙏
इतना प्यार, इतना साथ और इतना विश्वास देने के लिए।❤️❤️❤️

1 month ago | [YT] | 22

Bhaiya Ji Samjhate Hain

Unbelievable yaar 🥹❤️
Subah hi hamara parivaar 200 ka hua tha aur shaam tak 300 complete ho gaya 🚀
Mujhe sach mein bharosa nahi ho raha itna pyaar mil raha hai 🥹🙏
Itna support aur trust dene ke liye dil se THANK YOU ❤️
Bas aise hi dheere-dheere pyaar badhate rehna aur hamesha saath rehna 🤝✨
I love you all so much ❤️🔥

1 month ago | [YT] | 14

Bhaiya Ji Samjhate Hain

आज हमारा परिवार 200 लोगों का हो गया है। 🙏🏻❤️
आप सबके इस Support को देखकर बहुत अच्छा महसूस हो रहा है और मुझे पूरा भरोसा है कि आप इससे भी ज्यादा साथ देंगे और Lifetime देंगे 🙏🏻🙏🏻❤️❤️

1 month ago | [YT] | 12

Bhaiya Ji Samjhate Hain

Aaj mujhe bahut khushi mehsoos ho rahi hai kyunki
meri family mein 100 log jud chuke hain 🤍
Ha!
Aap sab mere liye sirf subscribers nahi ho,
aap meri family ho.
Aapka thoda sa support bhi mere liye bahut bada hai ✨
Ye sirf shuruaat hai,
main aap sab ke saath milkar aage badhna chahta hoon.
Dil se ❤️ Thank you so much meri pyaari family
I love you all ♥️

1 month ago | [YT] | 9

Bhaiya Ji Samjhate Hain

आज गणतंत्र दिवस के अवसर पर मैं आप सभी का आभार व्यक्त करता हूँ, जिन्होंने मुझे परिवार की तरह अपनाया। आपका विश्वास ही मेरी सबसे बड़ी ताक़त है।

जय हिंद साथियों ❤️🫡🇮🇳🇮🇳🇮🇳

1 month ago | [YT] | 10

Bhaiya Ji Samjhate Hain

I just love you guys 🫶
Jo ek chhota sa sapna tha, aaj wo 50 logon ki ek pyaari si family ban chuki hai.
Ye sirf number nahi hai mere liye — ye 50 dil hain, 50 wajahen hain smile karne ki.
Mujh par bharosa rakhne, saath chalne aur support karne ke liye dil se thank you.
Ye family mere liye sab kuch hai ❤️

1 month ago | [YT] | 8