Niyati Shrivastava

“Yahaan aapko milengi bhakti, vishwaas aur rishtey se judi dil ko chhoo lene wali kahaniyan. Har kahani ek ehsaas hai — Niyati Divine ke saath.”


Niyati Shrivastava

100 Subscribers 💖✨

Aaj humne ek chhota sa milestone achieve kiya hai — 100 Subscribers! 🎉
Ye sirf ek number nahi, balki aap sabka pyaar, support aur blessings hain 🙏🏻❤️

Jab maine YouTube journey start ki thi, tab nahi pata tha ki itne pyare log iss family ka hissa banenge 🥹
Har like, comment, share aur subscribe ne mujhe aur motivated kiya hai ✨

Dil se thank you meri YouTube family 💕
Aap sabke support ke bina ye possible nahi tha 🌸

Abhi toh ye sirf shuruaat hai…
Aage aur bhi divine stories, spiritual videos aur emotional journeys lekar aaungi 🙏🏻✨

Lots of love,
Niyati Shrivastava 💖
#100subscribers #thankyou #thanksgiving #viralcommunitpost #tumkarsaktiho #bhaktistories #divine #spritualstories #viralpost

3 days ago | [YT] | 0

Niyati Shrivastava

“जब इंसान हर जगह हार जाता है,
तब भगवान का दरवाज़ा ही उसे संभालता है।”

1 week ago | [YT] | 1