"Pakistan ke log kya sochte hain? Awam ki asli awaaz, bina filter ke, sidha Table Tak tak!
Yeh hai 'Table Tak – Awam Ke Sath', jahan hum har wo baat karte hain jo sadkon, chaurahon aur galliyon me chal rahi hoti hai.
Politics ho, mehngai ho, viral topics ho ya awaam ke dil ki baat — sab kuch milay ga sirf yahan.
Har hafta naye log, naye khayalat aur zinda dil guftagu!
Agar aap bhi chahte hain ke aapki awaaz Table Tak tak pohanchay to channel subscribe karo aur sath bell icon dabana na bhoolo.
Table Tak – Awam Ke Sath — Jahan bolay gi awaam, aur sunay ga Pakistan!"