Assalamualaikum brothers & sisters
"Bayans Network – Rooh par asar karne walay Islami Bayanat, dil ko chhoo lenay walay waqiat, aur Quran o Hadith ke gehrey asraar ka zariya. Hamara maqsad hai Islam ki taleemaat ko phailana, imaan ko mazboot banana aur behtareen Islami ulema jaise "Dr. Israr Ahmed & Muhammad Ali Mirza" ke authentic aur roshan karnay walay lectures ke zariye qeemati ilm faraham karna. ❤️
Yeh videos seedha un Islami ulema se mutaliq nahi hain, lekin hamara sirf aik hi maqsad hai ke Quran o Hadith ke mutabiq Islami ilm logon tak pohanchaya jaye. Yeh sirf taleemi maqsad ke liye hain.
🔔 Abhi subscribe karein aur Islami rehnumai ke liye humaray saath juday rahain.! JazakAllah khair✨