~ तलब तलब तलब बस तेरी है मुझे
नसो में तू नशा बन के घुमा यूही>>>3
@ms dhoni sir @abhisheksharma
my love my cricket 🏏✨
mine yt anniversary come on 25/may💙✨😸
my whole universe 💌✨
tanii 🏡, rehu 🙈,adhi bhiya 🤏🏻,ishqi bhabhi 🧿,rishu💗,sohu 🌺😋and all
GOALS ACHIEVEMENT 🌻✨!!
• 100 subs complete ✅ (11/3/26)
• 200 subs complete ✅ (21/3/26)
• 250 subs complete ✅ (9/4/26)
• 300 subs complete ✅ (23/4/26)
• 400 subs complete ✅ (13/5/26)
• 500 subs complete ✅ (28/5/26)
• 600 subs complete ✅ (8/6/26)
•700. subs complete ✅ (4/7/26)
•800 subs complete ✅ (4/8/26)
•900 when 🌚??
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
CONGRATULATIONS ON 5.5K BHIYAAA @Adhiraj_19 🥹❤️🧿✨
Bhaiyaaa, pata nahi main ye message kaise start karun, kyunki kuch logon ke liye jitna bhi likho na, words hamesha kam hi pad jaate hain… aur aap unhi logon mein se ho. 🥹❤️ Aaj 5.5K ke liye congratulations bolte hue mere mind mein sabse pehle number nahi, balki aap aaye. The person you are, the bond we share, and the place you have made in my life. 🫂❤️
Honestly, aap mere liye sirf “bhaiya” word nahi ho. You are my brother by another mother. 🥹❤️ Humara blood relation nahi hai, humari same family nahi hai, but somehow dil ne kabhi ye difference feel hi nahi kiya. Kuch log life mein randomly aate hain, aur kuch log aakar family ka part ban jaate hain. Aap mere liye second wale ho. 🫂🧿
Kabhi-kabhi mujhe khud believe nahi hota ki ek online connection itna genuine kaise ho sakta hai. Shuru mein shayad mujhe bhi nahi pata tha ki aap ek din mere liye itne important ban jaoge. But slowly, conversations, छोटी-छोटी बातें, jokes, random talks, understanding… pata hi nahi chala kab ek normal bond ek proper bhai-behen wali bonding mein badal gaya. 🥹❤️
Aapko shayad realize bhi nahi hoga, but aapki presence mere liye bahut matter karti hai. Aapki ek normal si baat bhi kabhi-kabhi mood better kar deti hai. Aapka ek “kya hua?” bhi ye feeling de deta hai ki someone actually cares. And I genuinely appreciate that. 🫂❤️
Thank you bhaiya…
Thank you meri life mein aane ke liye.
Thank you mujhe apni choti behen jaisa feel karwane ke liye.
Thank you meri silly baatein tolerate karne ke liye. 😭😂❤️
Thank you mujhe judge na karne ke liye.
Thank you meri happiness mein genuinely happy hone ke liye.
Thank you meri achievements ko celebrate karne ke liye.
Thank you jab bhi baat hui, mujhe apnapan feel karwane ke liye. 🥹❤️
Aap un very few people mein se ho jinke saamne mujhe ye sochne ki zarurat nahi padti ki “main zyada toh nahi bol rahi?” Ya “ye baat weird lagegi?” Because somewhere I know ki aap mujhe meri actual personality ke saath accept karte ho. And that comfort is something really precious. 🫂❤️
Life mein bahut log milte hain. Kuch log sirf kuch time ke liye hote hain, kuch memories banke reh jaate hain, aur kuch log distance ke baad bhi dil ke close rehte hain. I really hope aap hamesha meri life ke unhi special people mein raho. 🧿❤️
Aane wale time mein hum dono ki life change hogi. Responsibilities badhengi, priorities change hongi, hum busy honge, shayad baatein pehle se kam bhi ho jaayein… but I genuinely hope ki humara ye bond kabhi “strangers” jaisa nahi banega. 🥺❤️ Because some relationships deserve to stay, no matter how much life changes.
Aur bhaiya, main chahti hoon ki aap hamesha khud par proud raho. Har baar perfect hona zaroori nahi hai. Har cheez ka answer pata hona zaroori nahi hai. Kabhi life difficult ho, kabhi plans fail ho, kabhi confidence low ho—it doesn't make you any less amazing. ❤️
Aap jitne strong doosron ko dikhte ho, utna hi zaroori hai ki aap khud ke liye bhi kind raho. Apne aap ko underestimate mat karna. Aapke andar bahut kuch hai, aur mujhe genuinely believe hai ki aap life mein bahut kuch achieve karoge. 🧿✨
Aur jab bhi aap kuch bada achieve karoge na, please ye mat sochna ki sirf aapko khushi hogi… aapki choti behen bhi utni hi khush hogi. 😭❤️ Main genuinely aapki happiness ko apni happiness ki tarah celebrate karungi.
Aapki life mein bahut saari success aaye, bahut saari happiness aaye, aapko aise log milein jo aapki value samjhein, aur aapko kabhi kisi ke saamne apni worth prove na karni pade. 🧿❤️
Aur agar kabhi aapko lage ki duniya mein koi aapko samajh nahi raha, toh bas ek baat yaad rakhna—kahin na kahin ek choti si behen hai jo aapko bina kisi reason ke bhi genuinely appreciate karti hai. 🥹🫂❤️
Mujhe nahi pata ki humari story mein future mein kitne chapters aayenge, but I'm really grateful for the chapter where I got a brother like you. ❤️
Honestly bhaiya, I didn't get you through blood, I got you through a bond… and somehow that bond became family. 🥹🫂❤️
Aap mere liye hamesha special rahoge. Chahe main kitni bhi badi ho jaun, chahe life kitni bhi change ho jaye, mere liye aapki jagah wahi rahegi—mere bhaiya ki. 🥹❤️🧿
Aur haan, 5.5K ke liye toh congratulations banta hi hai! 🥳❤️ But usse bhi zyada, congratulations for being the person you are. For being someone worth calling my brother. For becoming a beautiful part of my life without even realizing it. 🫂❤️
Bas aise hi rehna bhaiya—thode pagal, thode annoying 😭😂, but always genuine, caring and kind. ❤️
Once again, CONGRATULATIONS ON 5.5K BHIYAAA!! 🥳❤️🧿✨
May you always have reasons to smile, people who genuinely love and respect you, and the courage to keep moving forward even when things get difficult. 🫂❤️
And remember this forever—
Blood made families, but sometimes life gives you people who become family by choice.
You are one of those people for me. 🥹❤️
Love you so much, Bhaiya. 🫂❤️🧿
Always proud of you. Always cheering for you.
Your little sister will always be here. ❤️✨
~apki choti bhen 😋
@MAHIOLOGY_07
5 hours ago | [YT] | 13
View 2 replies
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
Mere delulu 😋🤏🏻🤍
9 hours ago | [YT] | 21
View 1 reply
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
Why always me 🥺🥀...
20 hours ago | [YT] | 17
View 10 replies
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
#abhisheksharma
1 day ago | [YT] | 85
View 2 replies
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
Happyyyyy valaaa birthdayyyyyyyy ajinkiiiiiiii 😋🤙🏻 mela chota bhai
Tu hamesha khush rhe bhgwan teri sari manokamna Puri kre tu padhai me tera khali dimag laga sake tu sab kuch jo tu chuta hai vo tujhe mil jye 😭 or sari duniya tere isharo par nache mere alawa esa ashirvaad meri traf se 🙂😌🙏🏻🙌🏻
Always mst swast or mera dimag khata rhe .... Hehhehehehehhehe 🤣
One's again happy birthday 🎂
Party de dena thik hai vrna dekh lena 😏
@Rokoera4518
Teri bhen ~plachiii
2 days ago | [YT] | 14
View 6 replies
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
Happy Birthday, Didu!💘🌊✨
Aap meri life ki sabse special aur strongest person ho. Hamesha meri care karne, support dene aur har situation mein mere saath khade rehne ke liye thank you. Bhagwan kare aapki har wish poori ho, aap hamesha healthy, happy aur successful raho. Aapki smile kabhi kam na ho aur zindagi mein sirf khushiyan hi khushiyan aaye.
Have an amazing birthday and a wonderful year ahead. Love you so much, Didi! 🧿🤏🏻🏡
The pretty girl 💋@Abhaycoded
~ur plachuuu
2 days ago | [YT] | 29
View 2 replies
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
800 subscribe complete 💥
Jaldi se 1k bhi Krva do party dungi nhi to surprise 🤏🏻😁
Surprise me kuch bhi ho sakta hai jese ki
Uhmmm nhi batungi tumko kya chiye vo batao hheheheheheh 😗
Thank you to all 💖
Some random mention 😋
@ShubmanobsessedTanisha @ROKO_1845_EDITX @Adhiraj_19@Adhishqii @Shub_adores77 @Reddy.Ethereal @Abhaycoded @shubmanslifeline @Ojasvi-TjsVlog @Shubian_family77 @Rokoera4518 @CricxAyush-18 @cricxishu @sg77vibes @andall
3 days ago (edited) | [YT] | 104
View 23 replies
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
To hanji mittro 🧿
Admin ji ne leave to kar diya tha and now ab me March ke bad vapas aungi bcz of studies 🤟🏻😗 or daliy to nhi par mahine me ek se do bar edit bhej dungi or post bhi thoda bhut karti rahungi jisse ap log mujhe yaad rakho 🤏🏻🙂 vese to meri reach mar gyi hai to views or kuch nhi arha hai bus itna hi
Share kar dena jii 😉
~apki plachuu 🏡
@all
3 days ago (edited) | [YT] | 66
View 11 replies
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
Thank you guys 😊 for make my worst day ever me life time ye din yaad nhi rakhna chti 🤏🏻.. and aj dekh liya kitne sachee mittr ho sab log ek do logo ko chod ke or hm ik ki meri hi galti hai me apni dosti me 100 persent deti hu 😁🤟🏻 or mujhe 0 % milta hai kya karu dosti me sidhi hu and ye din me dubara kabhi nhi dekhna chati or sab apne special logzz ke liye edit and post banyee but thanks mujhe meri aukat baatne ke liye 😗 online or offline dono saap aj hi dekh liye bura mano to mano par tum log astin ke saap hi ho 😏🥰 gelsippe ho
Ab koi mt bolna i am lucky to having you blah blah blah 🤡 😻 ap sab formality nibhate ho I'd like bus itna hi baki ab kya hi bolu itne ache saap ho...
Nag Panchami me din post dalungi soch rhi 😋🤏🏻🥀
Or 800 me bus 6 subs or baki hai ..
Only 3 ppl jo mere always hai
@ShubmanobsessedTanisha @ROKO_1845_EDITX @Adhiraj_19 baki tum jano tum kyu isme nhi ..
4 days ago (edited) | [YT] | 40
View 21 replies
𐙚 𝑴𝑨𝑯𝑰𝑶𝑳𝑶𝑮𝒀_07 (inactive)
Finally I have this edition but abhi ka nhi 🙂🤏🏻
4 days ago | [YT] | 22
View 15 replies
Load more