ARADHANA REAL VOICE

सपनों को , सपनों के लिए , सपनों की राह पे।
सपनों को पूरा करने के लिए , अपनों से लड़ रही हूं।।
खुद को बेहतर कर रही हूं , हर रोज़ एक कदम आगे बढ़ रही हूं।।
•Singer👩‍🎤•
• Aradhana Melody •

Hindi & Bhojpuri
Covers & Originals

📧For Business Enquiries : aradhanarealvoice@gmail.com


ARADHANA REAL VOICE

Hii Everyone Kaise Hain Aap log 😊 To aaj mai live nahi aaungi so sorry 😔 because mere tarah net bahot slow chal raha hai 🥺so next day aaungi 🥰

2 days ago | [YT] | 20

ARADHANA REAL VOICE

Aaplog Kon Sa Song Pasand Karte Hain ?

4 days ago | [YT] | 4

ARADHANA REAL VOICE

Hii 👋 My YouTube Friends Kaise hain aap log ? To aaj mai live nahi aaungi so sorry 😔 kal aaungi because aaj thoda tabiyat sahi nahi hai 🥺 . Thanks For your love and support 🙏

4 days ago | [YT] | 45

ARADHANA REAL VOICE

Ye song suna aapne ? Nahi sune to abhi suniye kyunki ye song hamare maa ke liye hai 🌸🙏 👇
https://youtu.be/xEFiADkbPw4

4 days ago | [YT] | 17

ARADHANA REAL VOICE

Kya singing karna itna asan hai 🤔..
Hii 👋 Everyone Aaj mai live aaungi raat 9 se 10 baje tak so aap log jarur aaiye mere live me aur mujhe suniye aur apne song comment me bataiye 🥰

1 week ago | [YT] | 36

ARADHANA REAL VOICE

Sorry everyone aaj mai live nahi aaungi 🥺 🙏 tab tak aap log comments me apna favourite song bata dijiye next day suna dungi 🥰

1 week ago | [YT] | 38

ARADHANA REAL VOICE

राधे राधे 🙏 Everyone 🌸 to kal raat 9 baje mai live aaungi isi channel par to aap log jarur aaiyega mere live me aur pyare pyare bhajan suniyega aur apna favourite bhajan bataiyega 🥰 to milte hai kal 9 baje (03/09/2026 )

2 weeks ago (edited) | [YT] | 14

ARADHANA REAL VOICE

https://youtu.be/QKYBiebcQcA?si=nlYQI... Thank you so much everyone 🙏🥰 60k complete karne ke liye 🌸

2 weeks ago | [YT] | 19

ARADHANA REAL VOICE

Hello My YouTube Family 🫶 Aaj mai live aa rahi hu 9:00pm ( 26/08/2026 ) to aap log mere live me jarur aaiye aur apna fav song bataiye aur suniye 🥰 👉 https://youtu.be/F7Jg2M0JbaA 👈aur aapne agar mera rakhi song nahi suna hai to jaiye abhi suniye 😊🌸

3 weeks ago (edited) | [YT] | 54