𝐋♡︎𝐯𝐞 𝐲𝗼̈𝐮𝐫𝐬̧𝐞𝐥𝐟 𝐟𝐢𝐞𝐫𝐜̧𝐞𝐥𝐲, 𝐟𝐥𝐚𝐰𝐬̧ 𝐚𝐧𝐝 𝐚𝐥𝐥🤍🦋
Just an ordinary girl with a kind heart and a positive nature **◇♡
𝐀𝐛𝐨𝐮𝐭 𝐦𝐞:
☘︎|(• ◡•)|♡︎••❤︎••♡︎| (• ◡•)|☘︎
𝑺𝒉𝒆/𝑯𝒆𝒓 ❥︎ 𝑴𝒖𝒔𝒍𝒊𝒎✿︎
𝑨 𝒔𝒆𝒓𝒗𝒆𝒏𝒕 𝒐𝒇 𝑨𝒍𝒍𝒂𝒉♡︎
𝑼𝒎𝒎𝒂𝒕 𝒆 𝑴𝒖𝒉𝒂𝒎𝒎𝒂𝒅𝒊᪥
𝑵𝒊𝒒𝒂𝒃𝒊 𝑷𝒓𝒊𝒏𝒄𝒆𝒔𝒔❀
☘︎|(• ◡•)|♡︎••❤︎••♡︎| (• ◡•)|☘︎
𝐖𝐡𝐚𝐭 𝐰𝐢𝐥𝐥 𝐛𝐞 𝐮𝐩𝐥𝐨𝐚𝐝𝐞𝐝 𝐨𝐧 𝐭𝐡𝐢𝐬 𝐜𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥 𝐚𝐫𝐞:
𝓘𝓼𝓵𝓪𝓶𝓲𝓬 𝓒𝓸𝓷𝓽𝓮𝓷𝓽 ✰
𝒮𝒽ℴ𝓇𝓉𝓈, 𝓅ℴ𝓈𝓉𝓈 ℯ𝓉𝒸....❣︎
✯____(๑♡⌓♡๑)____᯽____(๑♡⌓♡๑)____✯
𝐈𝐟 𝐲𝐨𝐮 𝐥𝐢𝐤𝐞 𝐦𝐲 𝐯𝐢𝐝𝐞𝐨𝐬, 𝐭𝐡𝐞𝐧:
✵𝑳𝒊𝒌𝒆
✵𝑪𝒐𝒎𝒎𝒆𝒏𝒕 &
✵𝑺𝒉𝒂𝒓𝒆
᯽___________________᯽
Surely my Rab is most Merciful, All-loving❤️ [11:90]...
"O Allah, Always save us from self-destructive desires." Aameen!🤍
1} Allahumma inni as'aluka hubbak wa hubba man yuhibbuk✨❤️
2} Allahumma inni as'aluka husnal khatimah🌸💫
3} Allahumma inni as 'alukal-huda wat-tuqa wal-'afafa wal-ghina🎀🤍
My prayers are with you, sending love and happiness your way🌷🕊️
𝐒𝐭𝐚𝐧𝐝 𝐰𝐢𝐭𝐡 𝐔𝐦𝐦𝐚𝐭 𝐞 𝐌𝐮𝐡𝐚𝐦𝐦𝐚𝐝𝐢🇸🇦
#𝐅𝐫𝐞𝐞_𝐏𝐚𝐥𝐞𝐬𝐭𝐢𝐧𝐞🇵🇸
𝙁𝙞 𝘼𝙢𝙖𝙣𝙞𝙡𝙡𝙖𝙝 🌼
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
@Alive_Sparkle_1 Hey Nimi! Kuch kehna hai tumse ik me whtsp pr keh skti thi lkn jb zrurat ho to kbhi kbhi publicly bhi izhar krna chaiye👀💗
mujhe fakhr hai hmari dosti pr...hmari dosti itni be misaal hai ki logon ne hame aik hi insan samjh liya hai🤭❤️
Kuch logon ko ye bat samajhna mushkil lagti hai ke do alg alg log soch, likhne ke andaaz aur baat karne ke tareeqe mein milte bhi ho sakte hain. Sirf is liye ke humari community posts milti-julti hain, ye keh dena ke hum aik hi shaks ki fake IDs hain... ye sach nhi, balkay zehni tangi ki misaal hai.🤭😂
Hum dono alag shakhsiyat hain, lekin humari dosti itni gehri hai ke hum aik dusre ke khayalat ko samajhte hain. Soch ka mil jana jhoot nhi hota, balki rishton ki sachchai ka proof hota hai.
Jo log dosti ka mtlb sirf naam aur chehra samajhte hain, unhein ye gehrai samajh aana mushkil hai.😌💘
ہم ایک نہیں، مگر سوچ ایک ہے💭❤️👀
یہ دوستی ہے، کوئی فریب نہیں🌼
الفاظ ملتے ہیں تو الزام لگتا ہے🤭
اور جب نیت صاف ہو،😌
تو جواب دینا بھی ضروری نہیں🎀🤍
May Allah keep our friendship strong forever 🤍
May He protect it from jealousy, misunderstandings, and distance.
And may He reunite us not only in this world,
but together in Jannah as well.
Ameen 🌸
Ilzam lgane wale aur buri nazar wale tera muh kala☠️😹
20 hours ago (edited) | [YT] | 8
View 2 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
ہم تو ہر بار چمکیں گے نئے سورج کی طرح👀😎💗
جلنے والوں سے کہو وَتُعِزُّ مَن تَشَاءُ وَتُذِلُّ مَن تَشَاءُ😌🌼
21 hours ago | [YT] | 7
View 0 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
After a sin, you don’t move away from Allah....you move closer to Him.
Even if the heart feels heavy and the eyes are lowered in shame, the door of Allah is never closed.
Shaitan gives despair, but Allah gives hope.
Just take one step back toward Allah, and He will come many steps toward you. 🤍
﴿إِنَّ اللَّهَ يَغْفِرُ الذُّنُوبَ جَمِيعًا﴾
Indeed, Allah forgives all sins.
1 day ago | [YT] | 8
View 0 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
Kabhi kabhi ilzaam itna takleef nahi dete
jitni takleef yeh baat deti hai
ke jo log aapko sach mein jante hote hain
aapke qirdaar, aapki niyyat se waqif hote hain
woh bhi khamosh reh jate hain…🥀🙃
Main apni safai dene ke liye shor nhi machaungi
kyun ke mera Rab meri niyyat jaanta hai
aur jo jhoot bolta hai
uska hisaab bhi Allah hi lega.
Log jo kehna chahein, keh lein
mera qirdaar mere lafzon se zyada bolta hai😌
aur jo mera sach jante hain...lkn phr bhi khamosh rhe...un ki khamoshi bhi
mujhe Allah ke hawale kar deti hai…
HasbiAllahu la ilaha illa Huwa alaihi tawakkaltu wa huwa rabbul arshil azeem🤍
3 days ago | [YT] | 7
View 0 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
حق بات جب برداشت سے باہر ہو جائے،
تو کچھ لوگ دلیل نہیں،
بلکہ جھوٹ کو ہتھیار بنا لیتے ہیں۔
مگر یاد رکھیں...
سچ کو کسی دفاع کی ضرورت نہیں ہوتی...🤍💯
3 days ago | [YT] | 6
View 0 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
Lines hain ky....
Mery lafzon sy na kr mery kirdaar ka faisla
Tera wajood mit jayega Meri haqeeqat dhoondty dhoondty🙌🏻🥀😌
4 days ago | [YT] | 9
View 0 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
Apni zindagi ki pehli priority Allah ko banana sirf alfaaz ka dawa nahi, balki apni soch, apne faislon aur apne bharose ko Allah ke hawale kar dena hai. Jab insan logon se umeedein lagata hai to aksar dil toot jata hai, lekin jab wahi umeed Allah se lgai jaye to dil ko aisa sukoon milta hai jo duniya ki koi cheez nhi de skti. Allah ko pehli jagah dene ka matlab ye hai ke har khushi, har gham, har insan se mhbbat, har dua, har baat aur har khamoshi usi ke liye ho.
Insan ki fitrat hai ke wo kisi na kisi ko apna sahara bana leta hai, lekin haqeeqat ye hai ke har sahara waqt ke sath kamzor ho jata hai...
(MAKDI KE JALE SE BHI ZIADA KAMZOR HAI YE DUNIYA KE SAHARE🙃🥀)
(القرآن -مَثَلُ الَّذِيۡنَ اتَّخَذُوۡا مِنۡ دُوۡنِ اللّٰهِ اَوۡلِيَآءَ كَمَثَلِ الۡعَنۡكَبُوۡتِ ۖۚ اِتَّخَذَتۡ بَيۡتًا ؕ وَ اِنَّ اَوۡهَنَ الۡبُيُوۡتِ لَبَيۡتُ الۡعَنۡكَبُوۡتِۘ لَوۡ كَانُوۡا يَعۡلَمُوۡنَ ۞
ترجمہ: جن لوگوں نے خدا کے سوا (اوروں کو) کارساز بنا رکھا ہے اُن کی مثال مکڑی کی سی ہے کہ وہ بھی ایک (طرح کا) گھر بناتی ہے۔ اور کچھ شک نہیں کہ تمام گھروں سے کمزور مکڑی کا گھر ہے کاش یہ اس بات کو جانتے)
Surah : ankaboot..ayat : 41
Sirf Allah ka sahara aisa hai jo kabhi nhi chhootta. Jab Allah ko apni zindagi ka markaz bana liya jata hai, to phir insan ki tawajjoh logon ke rawaiyyon se hat kar Rab ki raza par aa jati hai. Aur wahi lamha asal azadi ka hota hai....Allah ko pehli priority banana ye sikhata hai ke har faisla logon ki khushi ke liye nhi, balki Allah ki raza ke liye ho...
Har insan chahta hai ki uske pas koi to ho Jisse wo Bina kisi dar ke apni sari batein share kre...jiske sath share krne se use ye na lge ki ye Meri feelings ka mzak bnayega...mujhe na samjha jayga aur na sambhala jayga...aur aaj itne hassas log Kahan milte Hein...kuch gine chune log hi hain Jo kisi ke aib ko zahir nhi krte...logon ki feelings ka mzak nhi bnate...unko samjhte hein aur samjhate hein....lkn aese log sb ke pas nhi hote...lkn Kya hua Jo agr koi shakhs aapke pas nhi hai?...Aapka rab aapke pas hai...koi uski trah aapse mhbbat nhi KR skta...koi aapko uski trah sambhal nhi skta...use apna dost bnayein...jb bhi ap is se bat krna chahein wo 24/7 aapke liye hazir hai..... wo kbhi aapko ye nhi kehta ke me abhi busy hun...wo to muntazir hota hai aapka...ke Mera ye banda/bandi mere pas aaye mujhse ghuftgu kre...mujhe apne dukh btaye...apni Khushi btaye...
(SO REMEMBER ME; I'LL REMEMBER YOU. AND BE GRATEFUL TO ME AND DO NOT DENY ME.)
Al-Baqarah 2:152
Jab banda ye samajh leta hai ki Allah hi sbse behtareen dost hai aur asal dene wala Allah hai, to phir shikayat kam aur shukar zyada ho jata hai. Dil se gile shikwe nikal jate hain...aur uski jagah sabr aur yaqeen aa jata hai.
Allah se behtar koi aapko samjhne Wala nhi..koi sambhalne Wala nhi...wo to Rab hai sheh rag se bhi ziada qareeb hai...use apne bande ko samjhne ke liye Hmesha lafzon ki zrurat nhi hoti...wo to khamoshi se behte aansu bhi prh leta hai...pta hai jb tasalli aapko tamam jahanon ka rab deta hai na...phr koi gham baki nhi Rhta...sare khila bhr jate hein.
Jis din dil ne ye maan liya ke meri qadr ka faisla log nhi, balki Allah karta hai, us din se sukoon zindagi ka hissa ban jata hai. Allah ko pehli priority banane ka mtlb ye hai ke tanhai mein bhi dil bhra rhe, aur mushkil mein bhi umeed zinda rahe. Kyu ke jis ka Rab sath ho, use kisi aur ki tasalli ki zarurat nahi hoti...
Aur rab se batein krne ke fawaid me sbse khoobsurat bat ye hai ki jb aap sirf Allah se SB kuch share krte Hein to aapko is duniya ke kisi insan ki talab nhi rhti ke koi mujhe sunne Wala, samjhne Wala ho...aur ye ahsaas tb hota hai jb waqii hi aap apne rab ko pehchan lete hein...aur jb apne rab ki pehchan ho jaye...usse razo niyaz hone lge phr hmare sare khila aese bhr jate hein..jese kbhi the hi nhi...phr ap kbhi udaas nhi hote...ap bs khush rhte hein... TBH jb Allah aapka razdaar ho na to ap itna khush rhte hein...aksar ap khud hi apne aap ko sawaliya nazron se dekhte hein..ki me itna khush Kyu hun?...aur wjh ye hoti hai ki aapke rab ne aapko sambhala hota hai...wo aapko kbhi udaas hone nhi deta
🎀🤍
Binte Ahtasham💘
@Peaceful-muslimah.6
5 days ago (edited) | [YT] | 7
View 0 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
Anything Islamic I post doesn't mean I'm pious, I'm still a sinner. It serves as a reminder for myself and benefits others.
Indeed"reminders benefit the believers."
Quran (51:55)
@Peaceful-muslimah.6
1 week ago | [YT] | 10
View 0 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
وقت کے ساتھ بہت سی چیزیں بدل جاتی ہیں…
جیسے شوق، خواہشیں، ضدیں، اور بچپن کی وہ چنچل معصومیت🙃🥀
3 weeks ago | [YT] | 11
View 0 replies
𓋜𝑷𝒆𝒂𝒓𝒍𝒔-𝑰𝒏-𝑨𝒔𝒉𝒆𝒔⋆˖·𓂃 ִֶָ
𝐓𝐡𝐢𝐬 🥹🥀❤🩹
کتنی پیاری آیت ہے ناں یہ۔
جب بھول جاؤ تو پھر سے اللّٰہ کو یاد کرلو۔
اللّٰہ ناراض نہیں ہوگا۔
یہ بھی نہیں کہے گا اب کیوں آئے؟
پوچھے گا بھی نہیں مجھے بھولے کیوں؟
بس یاد کر لیا ناں تو آجاؤ
جب دنیا تھکا دے آجاؤ
جب اپنوں سے ہار جاؤ آجاؤ
جب زندگی تنگ لگے آجاؤ
جب سکون نہ ملے آجاؤ
جب خود پہ ظلم کر بیٹھو آجاؤ
بس آجاؤ۔ تم جس حالت میں بھی ہو گے تمہارا اللّٰہ تمہیں ٹھیک کر دے گا۔
وہ تمہارے دل کا رب ہے۔ اس کو بتاؤ دل کی حالت وہ واقف ہے وہ اس بے چینی کو بھی ٹھیک کر دے گا۔❤️🩹🥹
4 weeks ago | [YT] | 13
View 0 replies
Load more