masjid-E-Ibadur-Rahman


Masjid-E-Ibadur-Rahman Kothagudem

Alhamdulillah Rabbil Aalameen! ❤️
Masjid-E-Ibadur-Rahman Kothagudem ki janib se Deeni, Islahi aur Imani paighamaat aap tak pohanchane ki ek mukhlisana koshish.
Hamara maqsad hai ke Qur’an aur Sunnat ki roshni mein Deen ki sahi baat aam ho, hamare imaan mein mazbooti aaye, hamare aamaal behtar hon aur hum sab Allah Ta’ala ki raza aur Nabi-e-Kareem ﷺ ki Sunnat ke mutabiq zindagi guzarne ki koshish karein.
📖 Qur’ani Aayaat aur Tafseer
🕌 Ahadees-e-Mubaraka
🎙️ Islahi aur Deeni Bayanaat
🌙 Islamic Waqiaat aur Naseehat
❤️ Mohabbat-e-Rasool ﷺ
🤲 Masnoon Duayein aur Islami Taleemaat
Allah Ta’ala is chhoti si koshish ko apni bargah mein qubool farmaye, ise Sadqa-e-Jariya banaye aur hum sab ko Qur’an-o-Sunnat par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Aameen Ya Rabbal Aalameen. 🤲
Agar video pasand aaye to Like 👍 | Share 🔄 | Subscribe 🔔 zaroor karein aur Deen ki is paigham ko doosron tak bhi pohanchayein.
Jazakumullahu Khairan