Wear hijab cover all body beshaq jo Allah ka hukum man kar haq or sacche raste pr chal kar mehnat or imandari (Honesty) se aage badhe ga to use Allah qamyabi zrooor ata karenge.
Aage badho Mehnat or imandari se Deen or Duniya dono ka ilm seekho or sikhaoo or accha nek or qabil insaan bano qamyabi hasil kro lekin apne deen se jhudhe rehkar aapko qamyabi jb hi milegi jb aap Allah ne jese Quran Shareef me btaya hai wese zindagi guzaro ge.