Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Is channel par aapko Qur’an aur Sunnat ki roshni mein Islami Bayan, Naseehat, Deeni Taqreer, Jumma Bayan, Aur Iman Afroz Guftagu milengi.
Hamari koshish hai ke:
❤️ Imaan ko mazboot kiya jaye
🤲 Amal ki taraf bulaya jaye
📖 Qur’an o Hadees ko asaan zuban mein pesh kiya jaye
Yahan aap Maulana Tariq Jameel, Mufti Salman Azhari, Dr Zakir Naik jaise buzurgon ke bayan ke clips aur deeni paighaam sun sakte hain.
👉 Channel ko Subscribe karein, video ko Like aur Share karein taaki Deen ki baat aur logon tak pahunche.
JazakAllahu Khair


0:35

Shared 3 months ago

3 views