Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu!
Welcome to my Channel AM Adeel!
Hamare YouTube channel mein aap ko Islami videos, maloomati videos, imaan afroz waqiat, Urdu kahaniyan, Islami shorts, motivational baatein aur dil ko choo lene wali naseehatein dekhne ko milengi۔
Hamari koshish hai ke Quran o Hadith ki roshni mein aasaan aur moassar andaaz mein Islami maloomat aap tak pohanchayen, taake har video aap ke ilm, imaan aur zindagi mein behtari ka sabab bane۔
Yahan aap ko Islami waqiat, Sahaba Kiramؓ ki zindagiyan, buzurgan-e-deen ke qissay, sabaq aamoz Urdu stories, aur rozmarra zindagi ke liye mufeed Islami rehnumai milegi۔
Agar aap Deen-e-Islam se mohabbat rakhte hain aur ilm ke saath saath dil ko sukoon dene wala mawaad dekhna chahte hain, to hamare channel ko subscribe zaroor karein aur videos ko apne doston ke saath share karein۔
JazakAllah Khairan ❤️
Shared 1 month ago
31 views
Shared 1 month ago
1K views
Shared 1 year ago
207 views
Shared 1 year ago
76 views